Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se, Urdu Ghazal By Mahmood Abdul Qadeer

Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Abdul Qadeer. Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

حسن بدنام ہوا عشق کے افسانوں سے

محمود عبدالقدیر

حسن بدنام ہوا عشق کے افسانوں سے

ایک فتنہ ہے جو اٹھا کئی عنوانوں سے

دل ہے معمور تری یاد سے ارمانوں سے

نہ رہا گھر مرا خالی کبھی مہمانوں سے

دل شگفتہ نہ ہو کیوں آج بیابانوں سے

غم گیتی کی ہے رونق انہی ویرانوں سے

خبر فصل بہاری نے قیامت ڈھا دی

شور فریاد اٹھا کتنے ہی زندانوں سے

ہم نے سیکھا نہیں ساحل پہ بھروسہ کرنا

بڑھ کے طوفان ہوئے بھڑ گئے طوفانوں سے

کس طرح عالم اسباب کو ٹھکراتے ہیں

پوچھئے جا کے کبھی بے سر و سامانوں سے

جان دینا تو گوارا ہے مگر اے شب غم

مجھ کو اللہ بچائے ترے احسانوں سے

کشتی اپنی کبھی شرمندۂ ساحل نہ ہوئی

عمر ساری یہ الجھتے رہی طوفانوں سے

ایسے لوگوں سے رکھوں خاک توقع میں قدیرؔ

کام پڑتا ہے تو ہو جاتے ہیں انجانوں سے

محمود عبدالقدیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se

Mahmood Abdul Qadeer

husn badnam hua ishq ke afsanon se
ek fitna hai jo uTTha kai unwanon se

dil hai mamur teri yaad se armanon se
na raha ghar mera KHali kabhi mehmanon se

dil shagufta na ho kyon aaj bayabanon se
gham-e-giti ki hai raunaq inhi viranon se

KHabar-e-fasl-e-bahaari ne qayamat Dha di
shor-e-fariyaad uTha kitne hi zindanon se

hum ne sikha nahin sahil pe bharosa karna
baDh ke tufan hue bhiD gae tufanon se

kis tarah aalam-e-asbab ko Thukraate hain
puchhiye ja ke kabhi be-sar-o-samanon se

jaan dena to gawara hai magar ai shab-e-gham
mujh ko allah bachae tere ehsanon se

kashti apni kabhi sharminda-e-sahil na hui
umr sari ye ulajhte rahi tufanon se

aise logon se rakhun KHak tawaqqo main 'qadir'
kaam paDta hai to ho jate hain an-jaanon se

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mahmood Abdul Qadeer Poetry

صبر و سکون و ہوش گئے انتظار میں

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Sabr-o-sukun-o-hosh Gae Intizar Mein

تم مرے دل میں رہو حسرت و ارماں ہو کر

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Tum Mere Dil Mein Raho Hasrat-o-arman Ho Kar

ہر نفس تذکرۂ زلف دوتا کرتے ہیں

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Har-nafas Tazkira-e-zulf-e-dota Karte Hain

ہجر میں کوئی آشنا نہ ہوا

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Hijr Mein Koi Aashna Na Hua

دو بدو جب سے کوئی گویا ہوا

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Du-badu Jab Se Koi Goya Hua

جب سے تو بد گمان ہے پیارے

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Jab Se Tu Bad-guman Hai Pyare

کیسی فرحت دلوں پہ چھائی ہے

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Kaisi Farhat Dilon Pe Chhai Hai

بہل سکے گا نہ دل اب کسی بہانے سے

Mahmood Abdul Qadeer - محمود عبدالقدیر

Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se

You can read Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se written by Mahmood Abdul Qadeer at UrduPoint. Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se is one of the masterpieces written by Mahmood Abdul Qadeer. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Abdul Qadeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Abdul Qadeer' above.

Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn Badnam Hua Ishq Ke Afsanon Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.