Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae, Urdu Ghazal By Iqbal Jahan Qadeer

Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Jahan Qadeer. Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

زلزلے جب انا کے غضب ڈھا گئے

اقبال جہاں قدیر

زلزلے جب انا کے غضب ڈھا گئے

سنگریزے پہاڑوں سے ٹکرا گئے

ہم ہیں پروردۂ حادثات جہاں

آپ تو ایک صدمے سے گھبرا گئے

پھول ہی پھول تھے خوشبوؤں کے چمن

حسن کردار کو میرے مہکا گئے

جس کی قسمت میں تھیں تنگ دامانیاں

پیر چادر سے آگے وہ پھیلا گئے

بوند پانی نہ سوکھی زمیں کو ملا

دیکھنے میں کئی ابر منڈلا گئے

اڑتی اڑتی چلی آئی یاد وطن

اجنبی شہر میں ہم جو تنہا گئے

اجلا اجلا سہی دامن عہد نو

سارے نقش کہن ہم کو یاد آ گئے

اقبال جہاں قدیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae

Iqbal Jahan Qadeer

zalzale jab ana ke ghazab Dha gae
sang-reze pahaDon se Takra gae

hum hain parwarda-e-hadsat-e-jahan
aap to ek sadme se ghabra gae

phul hi phul the KHushbuon ke chaman
husn-e-kirdar ko mere mahka gae

jis ki qismat mein thin tang-damaniyan
pair chadar se aage wo phaila gae

bund pani na sukhi zamin ko mila
dekhne mein kai abr manDla gae

uDti uDti chali aai yaad-e-watan
ajnabi shahr mein hum jo tanha gae

ujla ujla sahi daman-e-ahd-e-nau
sare naqsh-e-kuhan hum ko yaad aa gae

(439) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Iqbal Jahan Qadeer Poetry

حسن پرواز بے کراں بولے

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Husn-e-parwaz Be-karan Bole

اک یاد جو ماضی کی مرے دل میں بسی ہے

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai

نظر نظر میں تقاضا ضرور ہوتا ہے

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Nazar Nazar Mein Taqaza Zarur Hota Hai

راستہ ہی راستہ تھا نقش پا تھا ہی نہیں

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Rasta Hi Rasta Tha Naqsh-e-pa Tha Hi Nahin

زلزلے جب انا کے غضب ڈھا گئے

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae

منزل ہو کوئی ذوق سفر اپنی جگہ ہے

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Manzil Ho Koi Zauq-e-safar Apni Jagah Hai

ہر مکاں لا مکاں کی گنجائش

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Har Makan La-makan Key Gunjaish

حقیقتوں کا نہ پردہ ابھی اٹھانا تھا

Iqbal Jahan Qadeer - اقبال جہاں قدیر

Haqiqaton Ka Na Parda Abhi Uthana Tha

You can read Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae written by Iqbal Jahan Qadeer at UrduPoint. Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae is one of the masterpieces written by Iqbal Jahan Qadeer. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Jahan Qadeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Jahan Qadeer' above.

Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zalzale Jab Ana Ke Ghazab Dha Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.