Ø¢Ø±Ø²Ù Ú©Û Û٠ا ÛÙ Û Ø§Ùر Ù ÛÚº
Øس٠اختر جÙÛÙ
Ø¢Ø±Ø²Ù Ú©Û Û٠ا ÛÙ Û Ø§Ùر Ù ÛÚº
درد د٠درد زÙØ¯Ú¯Û Ø§Ùر Ù ÛÚº
Ù ÙجÛâ ÙÙز٠ابد اÙر تÙ
ÚÙد بÙÙدÙÚº Ú©Û ØªØ´ÙÚ¯Û Ø§Ùر Ù ÛÚº
رات بھر تÛØ±Û Ø±Ø§Û ØªÚ©ØªÛ Ø±ÛÛ
تÛØ±Û Ú©ÙÚÛ Ú©Û Ø±ÙØ´ÙÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº
ÚÚ¾Ù¾ Ú©Û Ù ÙØªÛ ÛÛÚº تÛØ±Û ÛادÙÚº سÛ
شب Ú©Û ØªÙÛØ§Ø¦Û ÚاÙدÙÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº
اÛÚ© ÛÛ Ø±Ø§Û Ú©Û Ù Ø³Ø§Ùر ÛÛÚº
Ø¨Û Ú©Ø±Ø§Úº رات Ø®Ø§Ù Ø´Û Ø§Ùر Ù ÛÚº
رات اس Ù¾Ûکر Ø®ÛØ§Ù Ú©Û Ù¾Ø§Ø³
ÚÙد Ù¾Ú¾ÙÙÙÚº Ú©Û Ø¨Ø§Ø³ ØªÚ¾Û Ø§Ùر Ù ÛÚº
ÛÛ Ø¨Ú¾Û Ø§Ú© Ù Ùز٠جÙÙÚº ØªÚ¾Û Ø¬ÙÛÙØ
ÙرÙÛ Ø²Ùدا٠آگÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº
Øس٠اختر جÙÛÙ
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aarzu Ki Hama-hami Aur Main
Hassan Akhtar Jaleel
dard-e-dil dard-e-zindagi aur main
mauja-e-qulzum-e-abad aur tu
chand bundon ki tishnagi aur main
raat-bhar teri rah takte rahe
tere kuche ki raushni aur main
chhup ke milte hain teri yaadon se
shab ki tanhai chandni aur main
ek hi rah ke musafir hain
be-karan raat KHamushi aur main
raat us paikar-e-KHayal ke pas
chand phulon ki boss thi aur main
ye bhi ek manzil-e-junun thi 'jalil'
warna zindan-e-agahi aur main
(824) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Aarzu Ki Hama-hami Aur Main written by Hassan Akhtar Jaleel at UrduPoint. Aarzu Ki Hama-hami Aur Main is one of the masterpieces written by Hassan Akhtar Jaleel. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akhtar Jaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akhtar Jaleel' above.
Aarzu Ki Hama-hami Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aarzu Ki Hama-hami Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.