BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai, Urdu Ghazal By Haseeb Soz

BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haseeb Soz. BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بڑے حساب سے عزت بچانی پڑتی ہے

حسیب سوز

بڑے حساب سے عزت بچانی پڑتی ہے

ہمیشہ جھوٹی کہانی سنانی پڑتی ہے

تم ایک بار جو ٹوٹے تو جڑ نہیں پائے

ہمیں تو روز یہ ذلت اٹھانی پڑتی ہے

مجھے خریدنے ایسے بھی لوگ آتے ہیں

کہ جن کے کہنے سے قیمت گھٹانی پڑتی ہے

ملال یہ ہے کہ یہ دونوں ہاتھ میرے ہیں

کسی کی چیز کسی سے چھپانی پڑتی ہے

تم اپنا نام بتا کر ہی چھوٹ جاتے ہو

ہمیں تو ذات بھی اپنی بتانی پڑتی ہے

حسیب سوز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai

Haseeb Soz

baDe hisab se izzat bachani paDti hai
hamesha jhuTi kahani sunani paDti hai

tum ek bar jo TuTe to juD nahin pae
hamein to roz ye zillat uThani paDti hai

mujhe KHaridne aise bhi log aate hain
ki jin ke kahne se qimat ghaTani paDti hai

malal ye hai ki ye donon hath mere hain
kisi ki chiz kisi se chhupani paDti hai

tum apna nam bata kar hi chhuT jate ho
hamein to zat bhi apni batani paDti hai

(1800) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Haseeb Soz Poetry

امیر شہر سے مل کر سزائیں ملتی ہیں

Haseeb Soz - حسیب سوز

Amir-e-shahr Se Mil Kar Sazaen Milti Hain

یہاں مضبوط سے مضبوط لوہا ٹوٹ جاتا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Yahan Mazbut Se Mazbut Loha Tut Jata Hai

خود کو اتنا جو ہوا دار سمجھ رکھا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Khud Ko Itna Jo Hawa-dar Samajh Rakkha Hai

نظر نہ آئے ہم اہل نظر کے ہوتے ہوئے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Nazar Na Aae Hum Ahl-e-nazar Ke Hote Hue

وہ ایک رات کی گردش میں اتنا ہار گیا

Haseeb Soz - حسیب سوز

Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya

بڑے حساب سے عزت بچانی پڑتی ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Bade Hisab Se Izzat Bachani Padti Hai

یہاں مضبوط سے مضبوط لوہا ٹوٹ جاتا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Yahan Mazbut Se Mazbut Loha Tut Jata Hai

تری مدد کا یہاں تک حساب دینا پڑا

Haseeb Soz - حسیب سوز

Teri Madad Ka Yahan Tak Hisab Dena Pada

You can read BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai written by Haseeb Soz at UrduPoint. BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai is one of the masterpieces written by Haseeb Soz. You can also find the complete poetry collection of Haseeb Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haseeb Soz' above.

BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDe Hisab Se Izzat Bachani PaDti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.