Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta, Urdu Ghazal By Haidar Qureshi

Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haidar Qureshi. Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

کسی بھی لفظ کا جادو اثر نہیں کرتا

حیدر قریشی

کسی بھی لفظ کا جادو اثر نہیں کرتا

وہ اپنے دل کی مجھے بھی خبر نہیں کرتا

بنا ہوا ہے بظاہر وہ بے تعلق بھی

جو مجھ کو سوچے بنا دن بسر نہیں کرتا

ٹھہرنے بھی نہیں دیتا ہے اپنے دل میں مجھے

محبتیں بھی مری دل بدر نہیں کرتا

لبوں میں جس کے محبت کا اسم اعظم ہے

نہ جانے پیار کو وہ کیوں امر نہیں کرتا

نہیں بساتا جو آ کر بھی شہر دل میرا

یہاں سے جا کے بھی اس کو کھنڈر نہیں کرتا

ادھر کی مجھ سے چھپاتا نہیں ہے بات کوئی

وہ میری باتیں کبھی بھی ادھر نہیں کرتا

عجیب طور طریقے ہیں اس کے بھی حیدرؔ

وہ مجھ سے پیار تو کرتا ہے پر نہیں کرتا

حیدر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta

Haidar Qureshi

kisi bhi lafz ka jadu asar nahin karta
wo apne dil ki mujhe bhi KHabar nahin karta

bana hua hai ba-zahir wo be-talluq bhi
jo mujh ko soche bina din basar nahin karta

Thaharne bhi nahin deta hai apne dil mein mujhe
mohabbaten bhi meri dil-ba-dar nahin karta

labon mein jis ke mohabbat ka ism-e-azam hai
na-jaane pyar ko wo kyon amar nahin karta

nahin basata jo aa kar bhi shahr-e-dil mera
yahan se ja ke bhi us ko khanDar nahin karta

idhar ki mujh se chhupata nahin hai baat koi
wo meri baaten kabhi bhi udhar nahin karta

ajib taur tariqe hain us ke bhi 'haidar'
wo mujh se pyar to karta hai par nahin karta

(916) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Haidar Qureshi Poetry

دلوں میں دشمنوں کے اس طرح ڈر بول اٹھتے ہیں

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Dilon Mein Dushmanon Ke Is Tarah Dar Bol Uthte Hain

وصل کی شب تھی اور اجالے کر رکھے تھے

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Wasl Ki Shab Thi Aur Ujale Kar Rakkhe The

اندر کی دنیائیں ملا کے ایک نگر ہو جائیں

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Andar Ki Duniyaen Mila Ke Ek Nagar Ho Jaen

چاند بن کر چمکنے والے نے

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Chand Ban Kar Chamakne Wale Ne

خموش آنکھوں سے کرتا رہا سوال مجھے

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Khamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe

پانی میں بھی چاند ستارے اگ آتے ہیں

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Pani Mein Bhi Chand Sitare Ug Aate Hain

عجیب کرب و بلا کی ہے رات آنکھوں میں

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Ajib Karb-o-bala Ki Hai Raat Aankhon Mein

اب کے اس نے کمال کر ڈالا

Haidar Qureshi - حیدر قریشی

Ab Ke Usne Kamal Kar Dala

You can read Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta written by Haidar Qureshi at UrduPoint. Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta is one of the masterpieces written by Haidar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Qureshi' above.

Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Bhi Lafz Ka Jadu Asar Nahin Karta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.