Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar, Urdu Ghazal By Azhar Ghauri

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Ghauri. Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہنس لیں یہ ستارے بھی ابھی رات کے اوپر

اظہر غوری

ہنس لیں یہ ستارے بھی ابھی رات کے اوپر

دن چڑھتے ہی آ جائیں گے اوقات کے اوپر

بن جائے نہ ویرانئ دل اپنی تماشا

ہم خول چڑھا لیتے ہیں اک ذات کے اوپر

پہلے تو سمجھتے رہے ہر شے کو تماشا

اب روکے بھی کیا کیجئے حالات کے اوپر

دیکھا ہے اچھلتی ہوئی دستاروں کا منظر

اک فتنۂ دوراں سے ملاقات کے اوپر

واعظ کبھی میدان عمل میں بھی قدم رکھ

اس سلسلۂ کشف و کرامات کے اوپر

عبرت تو کوئی لینے کو تیار نہیں ہے

ہاں جشن مناتے ہیں مزارات کے اوپر

اظہرؔ نہ تھی اس بات میں کچھ بھی تو حقیقت

اک حشر سا برپا ہوا جس بات کے اوپر

اظہر غوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar

Azhar Ghauri

hans len ye sitare bhi abhi raat ke upar
din chaDhte hi aa jaenge auqat ke upar

ban jae na virani-e-dil apni tamasha
hum KHol chaDha lete hain ek zat ke upar

pahle to samajhte rahe har shai ko tamasha
ab roke bhi kya kijiye haalat ke upar

dekha hai uchhalti hui dastaron ka manzar
ek fitna-e-dauran se mulaqat ke upar

waiz kabhi maidan-e-amal mein bhi qadam rakh
is silsila-e-kashf-o-karamat ke upar

ibrat to koi lene ko tayyar nahin hai
han jashn manate hain mazaraat ke upar

'azhar' na thi is baat mein kuchh bhi to haqiqat
ek hashr sa barpa hua jis baat ke upar

(965) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Azhar Ghauri Poetry

اٹوٹ انگ

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Atut Ang

لہو میں ڈوب کے نکلی حکایتیں چپ ہیں

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Lahuumenduubkenikliihikaayatenchuphain

حیرت سے دیکھتا ہے مرا نقش پا مجھے

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe

بچا لے دھوپ سے ایسا کوئی شجر نہ ملا

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Bacha Le Dhup Se Aisa Koi Shajar Na Mila

غم کہیں سمت سفر تھی راہبر کوئی نہ تھا

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Gham Kahin Samt-e-safar Thi Rahbar Koi Na Tha

روشن نہ ہوئی تھی صبح ابھی منہ کھول رہی ہے شام کہیں

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Raushan Na Hui Thi Subh Abhi Munh Khol Rahi Hai Sham Kahin

ہنس لیں یہ ستارے بھی ابھی رات کے اوپر

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar

جانے کتنوں کے لیے رشک کا محور ٹھہرا

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Jaane Kitnon Ke Liye Rashk Ka Mehwar Thahra

You can read Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar written by Azhar Ghauri at UrduPoint. Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar is one of the masterpieces written by Azhar Ghauri. You can also find the complete poetry collection of Azhar Ghauri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Ghauri' above.

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.