Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni, Urdu Ghazal By Azhar Ghauri

Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Ghauri. Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

فضا میں آج ہے طاری فسردگی کتنی

اظہر غوری

فضا میں آج ہے طاری فسردگی کتنی

ہے دل گداز عنادل کی بے بسی کتنی

چلو جلائیں ہر اک سمت آگہی کے چراغ

یہی ہے وقت کہ ہر سو ہے تیرگی کتنی

نہ آندھیوں کے تھپیڑے بجھا سکے اس کو

چراغ راہ گزر میں تھی زندگی کتنی

نظر لگے نہ کہیں اب ہوا سے لڑتا ہے

مزاج یار میں ہے آج برہمی کتنی

لپٹ لگی جو محل میں اسے تو چیخ اٹھا

جلا کے شہر ہوئی تھی اسے خوشی کتنی

کہا نہ تھا کہ مصائب کا کاروبار نہ کر

مگر تھی تیری سیاست میں سرکشی کتنی

زمانے بھر کے اندھیرے شکست دے نہ سکے

اس اک چراغ میں اظہرؔ تھی روشنی کتنی

اظہر غوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni

Azhar Ghauri

faza mein aaj hai tari fasurdagi kitni
hai dil-gudaz anadil ki bebasi kitni

chalo jalaen har ek samt aagahi ke charagh
yahi hai waqt ki har su hai tirgi kitni

na aandhiyon ke thapeDe bujha sake us ko
charagh-e-rahguzar mein thi zindagi kitni

nazar lage na kahin ab hawa se laDta hai
mizaj-e-yar mein hai aaj barhami kitni

lapaT lagi jo mahal mein use to chiKH uTha
jala ke shahr hui thi use KHushi kitni

kaha na tha ki masaib ka karobar na kar
magar thi teri siyasat mein sar-kashi kitni

zamane bhar ke andhere shikast de na sake
us ek charagh mein 'azhar' thi raushni kitni

(687) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Azhar Ghauri Poetry

جانے کتنوں کے لیے رشک کا محور ٹھہرا

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Jaane Kitnon Ke Liye Rashk Ka Mehwar Thahra

وہی دلوں کو شکست کرنا وہی سوال و جواب کرنا

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Wahi Dilon Ko Shikast Karna Wahi Sawal-o-jawab Karna

فضا میں آج ہے طاری فسردگی کتنی

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni

لہو میں ڈوب کے نکلی حکایتیں چپ ہیں

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Lahuumenduubkenikliihikaayatenchuphain

جو اب بھی ان کی یادیں آئیاں ہیں

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Jo Ab Bhi Unki Yaaden Aaiyan Hain

اٹوٹ انگ

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Atut Ang

غم کہیں سمت سفر تھی راہبر کوئی نہ تھا

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Gham Kahin Samt-e-safar Thi Rahbar Koi Na Tha

ہنس لیں یہ ستارے بھی ابھی رات کے اوپر

Azhar Ghauri - اظہر غوری

Hans Len Ye Sitare Bhi Abhi Raat Ke Upar

You can read Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni written by Azhar Ghauri at UrduPoint. Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni is one of the masterpieces written by Azhar Ghauri. You can also find the complete poetry collection of Azhar Ghauri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Ghauri' above.

Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.