Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai, Urdu Ghazal By Arshad Minangari

Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arshad Minangari. Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

حسن تازہ کنول کے جیسا ہے

ارشد مینا نگری

حسن تازہ کنول کے جیسا ہے

اور چہرہ غزل کے جیسا ہے

رنگ ٹوٹی ہوئی جوانی کا

ایک اجڑے محل کے جیسا ہے

اہل محنت کی محنتوں کا صلہ

آج مٹی کے پھل کے جیسا ہے

ظلم پر آہ بھی نہیں کرتے

اپنا جینا اجل کے جیسا ہے

وہ زمانہ تھا امن کا دشمن

یہ زمانہ بھی کل کے جیسا ہے

کام ہوتا ہے بات پر اس کی

عزم اس کا عمل کے جیسا ہے

اپنے ماحول کی غلاظت میں

وہ شگفتہ کنول کے جیسا ہے

آج کے رہبروں کا ہر وعدہ

دیکھنا گزرے پل کے جیسا ہے

ملک میں کیا فسادیوں کا حل

آج کینسر کے حل کے جیسا ہے

میری الجھن کا سلسلہ شاید

تیری زلفوں کے بل کے جیسا ہے

کس کو منزل ملے گی اے ارشدؔ

عزم کس کا عمل کے جیسا ہے

ارشد مینا نگری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai

Arshad Minangari

husn-e-taza kanwal ke jaisa hai
aur chehra ghazal ke jaisa hai

rang TuTi hui jawani ka
ek ujDe mahal ke jaisa hai

ahl-e-mehnat ki mehnaton ka sila
aaj miTTi ke phal ke jaisa hai

zulm par aah bhi nahin karte
apna jina ajal ke jaisa hai

wo zamana tha amn ka dushman
ye zamana bhi kal ke jaisa hai

kaam hota hai baat par us ki
azm us ka amal ke jaisa hai

apne mahaul ki ghalazat mein
wo shagufta kanwal ke jaisa hai

aaj ke rahbaron ka har wada
dekhna guzre pal ke jaisa hai

mulk mein kya fasadiyon ka hal
aaj cancer ke hal ke jaisa hai

meri uljhan ka silsila shayad
teri zulfon ke bal ke jaisa hai

kis ko manzil milegi ai 'arshad'
azm kis ka amal ke jaisa hai

(785) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Arshad Minangari Poetry

You can read Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai written by Arshad Minangari at UrduPoint. Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai is one of the masterpieces written by Arshad Minangari. You can also find the complete poetry collection of Arshad Minangari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arshad Minangari' above.

Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn-e-taza Kanwal Ke Jaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.