Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain, Urdu Ghazal By Akhtar Shahjahanpuri

Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Shahjahanpuri. Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

سمندر سب کے سب پایاب سے ہیں

اختر شاہجہانپوری

سمندر سب کے سب پایاب سے ہیں

کناروں پر مگر گرداب سے ہیں

ترے خط میں جو اشکوں کے نشاں تھے

وہی اب کرمک شب تاب سے ہیں

چہک اٹھتا ہے ساز زندگانی

ترے الفاظ بھی مضراب سے ہیں

دلوں میں کرب بڑھتا جا رہا ہے

مگر چہرے ابھی شاداب سے ہیں

ہمارے زخم روشن ہو رہے ہیں

مسیحا اس لیے بیتاب سے ہیں

وہ جگنو ہو ستارہ ہو کہ آنسو

اندھیرے میں سبھی مہتاب سے ہیں

کبھی نشتر کبھی مرہم سمجھنا

مرے اشعار بھی احباب سے ہیں

خوشی تیرا مقدر ہوگی اخترؔ

یہ امکاں اب خیال و خواب سے ہیں

اختر شاہجہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain

Akhtar Shahjahanpuri

samundar sab ke sab payab se hain
kinaron par magar girdab se hain

tere KHat mein jo ashkon ke nishan the
wahi ab kirmak-e-shab-tab se hain

chahak uThta hai saz-e-zindagani
tere alfaz bhi mizrab se hain

dilon mein karb baDhta ja raha hai
magar chehre abhi shadab se hain

hamare zaKHm raushan ho rahe hain
masiha is liye betab se hain

wo jugnu ho sitara ho ki aansu
andhere mein sabhi mahtab se hain

kabhi nashtar kabhi marham samajhna
mere ashaar bhi ahbab se hain

KHushi tera muqaddar hogi 'aKHtar'
ye imkan ab KHayal-o-KHwab se hain

(918) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Shahjahanpuri Poetry

یہ منصفان شہر ہیں یہ پاسبان شہر (ردیف .. ن)

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Ye Munsifan-e-shahr Hain Ye Pasban-e-shahr

کوئی منظر نہیں برسات کے موسم میں بھی

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Koi Manzar Nahin Barsat Ke Mausam Mein Bhi

دل بہلنے کے وسیلے دے گیا وہ

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Dil Bahalne Ke Wasile De Gaya Wo

چلو امن و اماں ہے میکدے میں

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Chalo Amn-o-aman Hai Mai-kade Mein

ابھی تہذیب کا نوحہ نہ لکھنا (ردیف .. ن)

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Abhi Tahzib Ka Nauha Na Likhna

وقت بے رحم ہے مقتل کی زمینوں جیسا

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Waqt Be-rahm Hai Maqtal Ki Zaminon Jaisa

کہاں سے لائیں گے آنسو عزا داری کے موسم میں

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Kahan Se Laenge Aansu Aza-dari Ke Mausam Mein

جو قطرے میں سمندر دیکھتے ہیں

Akhtar Shahjahanpuri - اختر شاہجہانپوری

Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain

You can read Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain written by Akhtar Shahjahanpuri at UrduPoint. Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain is one of the masterpieces written by Akhtar Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Shahjahanpuri' above.

Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samundar Sab Ke Sab Payab Se Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.