Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai, Urdu Ghazal By Akhtar Amaan

Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Amaan. Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ دل کہتا ہے کوئی آ رہا ہے

اختر امان

یہ دل کہتا ہے کوئی آ رہا ہے

نظر کہتی ہے وہ بہلا رہا ہے

ہر اک کے دل پہ کرتا ہے حکومت

وہ اپنی سلطنت پھیلا رہا ہے

کسی کی دسترس میں ہے مگر وہ

کبھی آ کر ہمیں ملتا رہا ہے

کبھی دیتا ہے دل کو زخم گہرے

کبھی لگتا ہے وہ سہلا رہا ہے

خبر اک اس کے آنے کی سنی تھی

دیا گھر رات بھر جلتا رہا ہے

کہیں گے لوگ میرے بعد سارے

وہ جیسا بھی رہا اچھا رہا ہے

کہاں پر آ کے اخترؔ رک گئے ہو

چلو آؤ زمانہ جا رہا ہے

اختر امان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai

Akhtar Amaan

ye dil kahta hai koi aa raha hai
nazar kahti hai wo bahla raha hai

har ek ke dil pe karta hai hukumat
wo apni saltanat phaila raha hai

kisi ki dastaras mein hai magar wo
kabhi aa kar hamein milta raha hai

kabhi deta hai dil ko zaKHm gahre
kabhi lagta hai wo sahla raha hai

KHabar ek us ke aane ki suni thi
diya ghar raat bhar jalta raha hai

kahenge log mere baad sare
wo jaisa bhi raha achchha raha hai

kahan par aa ke 'aKHtar' ruk gae ho
chalo aao zamana ja raha hai

(606) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Akhtar Amaan Poetry

بدن کے شہر میں آباد اک درندہ ہے

Akhtar Amaan - اختر امان

Badan Ke Shahar Mein Aabaad Ek Darinda Hai

یہاں موسم بھی بدلیں تو نظارے ایک جیسے ہیں

Akhtar Amaan - اختر امان

Yahan Mausam Bhi Badlen To Nazare Ek Jaise Hain

ہمیں ہر آنے والا زخم تازہ دے کے جاتا ہے

Akhtar Amaan - اختر امان

Hamein Har Aane Wala Zakhm-e-taza De Ke Jata Hai

نئی نسل کی دعا

Akhtar Amaan - اختر امان

Nai Nasl Ki Dua

محبتوں میں بہت رس بھی ہے مٹھاس بھی ہے

Akhtar Amaan - اختر امان

Mohabbaton Mein Bahut Ras Bhi Hai Mithas Bhi Hai

یہ دل کہتا ہے کوئی آ رہا ہے

Akhtar Amaan - اختر امان

Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai

تمام عمر گزر جاتی ہے کبھی پل میں

Akhtar Amaan - اختر امان

Tamam Umr Guzar Jati Hai Kabhi Pal Mein

طویل تر ہے سفر مختصر نہیں ہوتا

Akhtar Amaan - اختر امان

Tawil-tar Hai Safar Mukhtasar Nahin Hota

You can read Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai written by Akhtar Amaan at UrduPoint. Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai is one of the masterpieces written by Akhtar Amaan. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Amaan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Amaan' above.

Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Dil Kahta Hai Koi Aa Raha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.