Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag, Urdu Ghazal By Ahsan Aazmi

Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Aazmi. Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہیں منفرد عمل سے یہ گفتار سے الگ

احسن اعظمی

ہیں منفرد عمل سے یہ گفتار سے الگ

رہبر جدا ہیں قول سے کردار سے الگ

ہوں گے نہ غیر کے ستم آزار سے الگ

جب تک نہ ہوں گے ہم صف اغیار سے الگ

قصر خلوص ہو گیا مسمار اس طرح

بیٹھے ہیں لوگ سایۂ دیوار سے الگ

تہذیب کے زوال پہ حیرت نہ کیجئے

یہ عہد نو ہے سابقہ ادوار سے الگ

کر لیتے ہیں یہ جنبش ابرو سے گفتگو

ہیں اہل عشق زحمت اظہار سے الگ

ترک حیا نے چھین لیا مہ وشوں کا حسن

بے قدر ہیں یہ ہو کے حیا دار سے الگ

سرمایۂ حیات محبت وفا خلوص

دولت ہے اپنی دولت زردار سے الگ

شان خودی بچائے ہوئے مصلحت سے دور

میں جی رہا ہوں وقت کی رفتار سے الگ

احسنؔ کو آرزو نہیں نام و نمود کی

رکھتا ہے خود کو کوچہ و بازار سے الگ

احسن اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag

Ahsan Aazmi

hain munfarid amal se ye guftar se alag
rahbar juda hain qaul se kirdar se alag

honge na ghair ke sitam-azar se alag
jab tak na honge hum saf-e-aghyar se alag

qasr-e-KHulus ho gaya mismar is tarah
baiThe hain log saya-e-diwar se alag

tahzib ke zawal pe hairat na kijiye
ye ahd-e-nau hai sabiqa adwar se alag

kar lete hain ye jumbish-e-abru se guftugu
hain ahl-e-ishq zahmat-e-izhaar se alag

tark-e-haya ne chhin liya mah-washon ka husn
be-qadr hain ye ho ke haya-dar se alag

sarmaya-e-hayat mohabbat wafa KHulus
daulat hai apni daulat-e-zardar se alag

shan-e-KHudi bachae hue maslahat se dur
main ji raha hun waqt ki raftar se alag

'ahsan' ko aarzu nahin nam-o-numud ki
rakhta hai KHud ko kucha-o-bazar se alag

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Ahsan Aazmi Poetry

سخت مشکل ہوا اب صاحب ایماں ہونا

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Sakht Mushkil Hua Ab Sahab-e-iman Hona

ہیں منفرد عمل سے یہ گفتار سے الگ

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag

نشاط ہستیٔ فانی کی جستجو کیا ہے

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Nashat-e-hasti-e-fani Ki Justuju Kya Hai

دل میں ایمان تو ہے جذبۂ ایماں نہ سہی

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Dil Mein Iman To Hai Jazba-e-iman Na Sahi

بگڑی ہوئی جب ہوتی ہے تقدیر کسی کی

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Bigdi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki

فضائے صحن چمن آج سازگار نہیں

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Faza-e-sahn-e-chaman Aaj Sazgar Nahin

شکوۂ غم نہ مصائب کا گلہ کرتے ہیں

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Shikwa-e-gham Na Masaib Ka Gila Karte Hain

کلیاں جہاں اداس ہوں گل میں پھبن نہ ہو

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Kaliyan Jahan Udas Hon Gul Mein Phaban Na Ho

You can read Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag written by Ahsan Aazmi at UrduPoint. Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag is one of the masterpieces written by Ahsan Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Aazmi' above.

Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.