BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki, Urdu Ghazal By Ahsan Aazmi

BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Aazmi. BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

بگڑی ہوئی جب ہوتی ہے تقدیر کسی کی

احسن اعظمی

بگڑی ہوئی جب ہوتی ہے تقدیر کسی کی

کام آتی نہیں ایسے میں تدبیر کسی کی

دل جیت لئے اپنوں کے بیگانوں کے پل میں

گفتار میں ایسی بھی ہے تاثیر کسی کی

یہ فاتح اقلیم تو ہو سکتی ہے لیکن

دل جیت نہ پائی کبھی شمشیر کسی کی

تہذیب و تمدن کا چلن اٹھ گیا شاید

کرتا ہے کہاں اب کوئی توقیر کسی کی

اللہ رے یہ عدل یہ میزان عدالت

پاتا ہے سزا کوئی ہے تقصیر کسی کی

سوئے ہیں ابھی اہل جنوں قید قفس میں

پیروں میں کھنکتی نہیں زنجیر کسی کی

ہر لب پہ فقط امن کی باتیں ہوں خدایا

ہو وجہ فسادات نہ تقریر کسی کی

یہ حسن کا اعجاز ہے یا نشۂ مے ہے

ساغر میں اتر آئی ہے تصویر کسی کی

شہرت کی تمنا ہے تو کر جہد مسلسل

احسنؔ یوں ہی ہوتی نہیں تشہیر کسی کی

احسن اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki

Ahsan Aazmi

bigDi hui jab hoti hai taqdir kisi ki
kaam aati nahin aise mein tadbir kisi ki

dil jit liye apnon ke beganon ke pal mein
guftar mein aisi bhi hai tasir kisi ki

ye fateh-e-aqlim to ho sakti hai lekin
dil jit na pai kabhi shamshir kisi ki

tahzib-o-tamaddun ka chalan uTh gaya shayad
karta hai kahan ab koi tauqir kisi ki

allah re ye adl ye mizan-e-adalat
pata hai saza koi hai taqsir kisi ki

soe hain abhi ahl-e-junun qaid-e-qafas mein
pairon mein khanakti nahin zanjir kisi ki

har lab pe faqat amn ki baaten hon KHudaya
ho wajh-e-fasadat na taqrir kisi ki

ye husn ka eajaz hai ya nashsha-e-mai hai
saghar mein utar aai hai taswir kisi ki

shohrat ki tamanna hai to kar jehd-e-musalsal
'ahsan' yunhi hoti nahin tashhir kisi ki

(938) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Ahsan Aazmi Poetry

فضائے صحن چمن آج سازگار نہیں

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Faza-e-sahn-e-chaman Aaj Sazgar Nahin

نشاط ہستیٔ فانی کی جستجو کیا ہے

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Nashat-e-hasti-e-fani Ki Justuju Kya Hai

کلیاں جہاں اداس ہوں گل میں پھبن نہ ہو

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Kaliyan Jahan Udas Hon Gul Mein Phaban Na Ho

سخت مشکل ہوا اب صاحب ایماں ہونا

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Sakht Mushkil Hua Ab Sahab-e-iman Hona

دل میں ایمان تو ہے جذبۂ ایماں نہ سہی

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Dil Mein Iman To Hai Jazba-e-iman Na Sahi

ہیں منفرد عمل سے یہ گفتار سے الگ

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Hain Munfarid Amal Se Ye Guftar Se Alag

تمام شہر ہے اپنا مگر اکیلا ہوں

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Tamam Shahr Hai Apna Magar Akela Hun

نفرت کے اندھیروں کو مٹا کیوں نہیں دیتے

Ahsan Aazmi - احسن اعظمی

Nafrat Ke Andheron Ko Mita Kyon Nahin Dete

You can read BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki written by Ahsan Aazmi at UrduPoint. BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki is one of the masterpieces written by Ahsan Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Aazmi' above.

BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like BigDi Hui Jab Hoti Hai Taqdir Kisi Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.