Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota, Urdu Ghazal By Aashufta Shahjahanpuri

Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aashufta Shahjahanpuri. Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

آہ کا کچھ اثر نہیں ہوتا

آشفتہ شاجہاں پوری

آہ کا کچھ اثر نہیں ہوتا

مہرباں فتنہ گر نہیں ہوتا

غیر کا کیا گلہ محبت میں

اعتبار آپ پر نہیں ہوتا

ضبط نے ملتفت کیا ہے انہیں

آہ میں یہ اثر نہیں ہوتا

وہ فسوں کر گئی کسی کی نظر

دور جس کا اثر نہیں ہوتا

خود سکھاتا ہے عشق جور و ستم

حسن بیداد گر نہیں ہوتا

ہو کسی حال میں بھی دل اپنا

آپ سے بے خبر نہیں ہوتا

زخم تیغ زباں کا آشفتہؔ

مندمل عمر بھر نہیں ہوتا

آشفتہ شاجہاں پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota

Aashufta Shahjahanpuri

aah ka kuchh asar nahin hota
mehrban fitna-gar nahin hota

ghair ka kya gila mohabbat mein
eatibar aap par nahin hota

zabt ne multafit kiya hai unhen
aah mein ye asar nahin hota

wo fusun kar gai kisi ki nazar
dur jis ka asar nahin hota

KHud sikhata hai ishq jaur-o-sitam
husn bedad-gar nahin hota

ho kisi haal mein bhi dil apna
aap se be-KHabar nahin hota

zaKHm tegh-e-zaban ka 'ashufta'
mundamil umr bhar nahin hota

(633) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Aashufta Shahjahanpuri Poetry

کیوں ان کے ستم نے کیا پابند وفا اور

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Kyon Un Ke Sitam Ne Kiya Paband-e-wafa Aur

جہان بے وفا کس کا دل ناشاد ہوتا ہے

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Jahan-e-bewafa Kis Ka Dil-e-nashad Hota Hai

رموز عشق کا مجرم نہیں ہے

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Rumuz-e-ishq Ka Mujrim Nahin Hai

دے کے احساس تمنا کا بس اک جام مجھے

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

De Ke Ehsas-e-tamanna Ka Bas Ek Jam Mujhe

کہتے ہیں رہ گزر ہے تری دل کہیں جسے

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Kahte Hain Rahguzar Hai Teri Dil Kahen Jise

ہجوم غم میں جینا کس قدر صبر آزما ہوتا

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Hujum-e-gham Mein Jina Kis Qadar Sabr Aazma Hota

ہم ٹھہر پائے نہ کعبے میں نہ بت خانے میں

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Hum Thahar Pae Na Kabe Mein Na But-khane Mein

کس طرح ذوق بے خودی جاگے

Aashufta Shahjahanpuri - آشفتہ شاجہاں پوری

Kis Tarah Zauq-e-be-khudi Jage

You can read Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota written by Aashufta Shahjahanpuri at UrduPoint. Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota is one of the masterpieces written by Aashufta Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Aashufta Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aashufta Shahjahanpuri' above.

Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aah Ka Kuchh Asar Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.