٠ت Ú©Ø³Û Ú©Û Ø¨Û Ø±Ø®Û Ù¾Ø± غÙر کر
طار٠٠صطÙÛÙ°
٠ت Ú©Ø³Û Ú©Û Ø¨Û Ø±Ø®Û Ù¾Ø± غÙر کر
Ù¾ÛÙÛ ØªÙ Ø§Ù¾ÙÛ Ú©Ù Û Ù¾Ø± غÙر کر
Ù ÙÙس Ù Ùادار پر Ø¨Ú¾Û ÛÛ Ø³ØªÙ
Ú©ÚÚ¾ ت٠اس Ú©Û Ø¨ÛÚ©Ø³Û Ù¾Ø± غÙر کر
Ù Ù Ú¯Ø¦Û Ù ÙØ²Ù Ø§Ø³Û ÙÛ Ø§ÙÙÙر ÛÛ
اس Ù Ùدر Ú©Û Ø¯Ú¾ÙÛ Ù¾Ø± غÙر کر
Ø¢ رÛا ÛÛ ÙÛ Ø³Ù Ùدر Ø³Û Ù Ú¯Ø±
جاں Ø¨Û Ùب ÛÛ ØªØ´ÙÚ¯Û Ù¾Ø± غÙر کر
ÛÛ Ø¨ÚÛ Ú©Ù Ø²Ùر ÚÙØ±Û Ø²Ûست Ú©Û
Úار Ø¯Ù Ú©Û ÚاÙدÙÛ Ù¾Ø± غÙر کر
Ù Ùز٠٠ÙصÙد پاÙا ÛÛ Ø§Ú¯Ø±
آج Ú©Ù Ú©Û Ø±ÛØ¨Ø±Û Ù¾Ø± غÙر کر
تÛرگÛ٠جÛÙ ÚÚ¾ÙÙ¹ Ø¬Ø§Ø¦Û Ø§Ø¨Ú¾Û
عÙÙ Ú©Û ØªÙ Ø±ÙØ´ÙÛ Ù¾Ø± غÙر کر
تجھ ک٠بدھ٠کÛÛ Ø±ÛÛ ÛÛÚº ÙÙÚ¯ سب
Ú©ÚÚ¾ ت٠اپÙÛ Ø³Ø§Ø¯Ú¯Û Ù¾Ø± غÙر کر
Û٠رÛÛ ÛÛÚº ØØ§Ø¯Ø«Û Ø·Ø§Ø±ÙØ Ù Ûاں
زÛست Ú©Û ÙØ§Ù¾Ø®ØªÚ¯Û Ù¾Ø± غÙر کر
طار٠٠صطÙÛÙ°
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Mat Kisi Ki Be-ruKHi Par Ghaur Kar
Tariq Mustafa
pahle tu apni kami par ghaur kar
muflis-o-nadar par bhi ye sitam
kuchh to us ki bekasi par ghaur kar
mil gai manzil use fil-faur hi
us muqaddar ke dhani par ghaur kar
aa raha hai wo samundar se magar
jaan-ba-lab hai tishnagi par ghaur kar
hai baDi kamzor Dori zist ki
chaar din ki chandni par ghaur kar
manzil-e-maqsud pana hai agar
aaj-kal ki rahbari par ghaur kar
tirgi-e-jehl chhanT jae abhi
ilm ki tu raushni par ghaur kar
tujh ko buddhu kah rahe hain log sab
kuchh to apni sadgi par ghaur kar
ho rahe hain hadse 'tariq' miyan
zist ki na-puKHtagi par ghaur kar
(349) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Mat Kisi Ki Be-ruKHi Par Ghaur Kar written by Tariq Mustafa at UrduPoint. Mat Kisi Ki Be-ruKHi Par Ghaur Kar is one of the masterpieces written by Tariq Mustafa. You can also find the complete poetry collection of Tariq Mustafa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Mustafa' above.
Mat Kisi Ki Be-ruKHi Par Ghaur Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mat Kisi Ki Be-ruKHi Par Ghaur Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.