Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya, Urdu Ghazal By Tariq Matin

Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Matin. Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اپنے دکھوں کا ہم نے تماشہ نہیں کیا

طارق متین

اپنے دکھوں کا ہم نے تماشہ نہیں کیا

فاقے کیے مگر کبھی شکوہ نہیں کیا

بے گھر ہوئے تباہ ہوئے در بدر ہوئے

لیکن تمہارے نام کو رسوا نہیں کیا

گو ہم چراغ وقت کو روشن نہ کر سکے

پر اپنی ذات سے تو اندھیرا نہیں کیا

اس پر بھی ہم لٹاتے رہے دولت یقیں

اک پل بھی جس نے ہم پہ بھروسہ نہیں کیا

اس شخص کے لیے بھی دعا گو رہے ہیں ہم

جس نے ہمارے حق میں کچھ اچھا نہیں کیا

حالانکہ احترام سبھی کا کیا مگر

ہم نے کسی کو قبلہ و کعبہ نہیں کیا

طارق متینؔ کھاتے رہے عمر بھر فریب

لیکن کسی کے ساتھ بھی دھوکا نہیں کیا

طارق متین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya

Tariq Matin

apne dukhon ka hum ne tamasha nahin kiya
faqe kiye magar kabhi shikwa nahin kiya

be-ghar hue tabah hue dar-ba-dar hue
lekin tumhaare nam ko ruswa nahin kiya

go hum charagh-e-waqt ko raushan na kar sake
par apni zat se to andhera nahin kiya

is par bhi hum luTate rahe daulat-e-yaqin
ek pal bhi jis ne hum pe bharosa nahin kiya

us shaKHs ke liye bhi dua go rahe hain hum
jis ne hamare haq mein kuchh achchha nahin kiya

haalanki ehtiram sabhi ka kiya magar
hum ne kisi ko qibla-o-kaba nahin kiya

'tariq-matin' khate rahe umr-bhar fareb
lekin kisi ke sath bhi dhoka nahin kiya

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Tariq Matin Poetry

اپنے دکھوں کا ہم نے تماشہ نہیں کیا

Tariq Matin - طارق متین

Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya

چرچا ہے بہت جس کا یہاں نام بہت ہے

Tariq Matin - طارق متین

Charcha Hai Bahut Jis Ka Yahan Nam Bahut Hai

موت برحق ہے تو پھر موت سے ڈرنا کیسا (ردیف .. ے)

Tariq Matin - طارق متین

Maut Bar-haq Hai To Phir Maut Se Darna Kaisa

گھر میں بیٹھوں تو شناسائی برا مانتی ہے

Tariq Matin - طارق متین

Ghar Mein Baithun To Shanasai Bura Manti Hai

غم کی دیوار کو میں زیر و زبر کر نہ سکا

Tariq Matin - طارق متین

Gham Ki Diwar Ko Main Zer-o-zabar Kar Na Saka

میں حبیب ہوں کسی اور کا مری جان جاں کوئی اور ہے

Tariq Matin - طارق متین

Main Habib Hun Kisi Aur Ka Meri Jaan-e-jaan Koi Aur Hai

گوشہ نشیں ہیں انجمن آرا نہیں ہیں ہم

Tariq Matin - طارق متین

Gosha-nashin Hain Anjuman-ara Nahin Hain Hum

یہاں کے لوگ ہیں بس اپنے ہی خیال میں گم

Tariq Matin - طارق متین

Yahan Ke Log Hain Bas Apne Hi Khayal Mein Gum

You can read Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya written by Tariq Matin at UrduPoint. Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya is one of the masterpieces written by Tariq Matin. You can also find the complete poetry collection of Tariq Matin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Matin' above.

Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Dukhon Ka Humne Tamasha Nahin Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.