Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge, Urdu Ghazal By Talib Baghpati

Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Baghpati. Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

جس قدر قلب کی تسکین کے ساماں ہوں گے

طالب باغپتی

جس قدر قلب کی تسکین کے ساماں ہوں گے

کرب افزائے سکون غم ہجراں ہوں گے

عرصۂ حشر میں جو عشق کا عنواں ہوں گے

میری ہی خاک کے اجزائے پریشاں ہوں گے

اشک معصوم جو خمیازۂ عصیاں ہوں گے

وہ بھی منجملۂ سرمایۂ ایماں ہوں گے

میرے ارماں تو نہ منت کش جاناں ہوں گے

دل سے نکلیں گے تو وہ غیر کے ارماں ہوں گے

کہنے سننے سے وہ تکلیف عیادت نہ کریں

عیسیٔ وقت ہیں آ کر بھی پشیماں ہوں گے

دل میں رہ رہ کے کھٹکتے جو ہیں کانٹوں کی طرح

غالباً آپ کے کھوئے ہوئے پیکاں ہوں گے

حاصل عشق و محبت غم ہجراں نہ سہی

وہ کسی شوخ کے بھولے ہوئے پیماں ہوں گے

لاکھ آزاد سہی حضرت طالبؔ لیکن

آپ بھی قائل مجبورئ انساں ہوں گے

طالب باغپتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge

Talib Baghpati

jis qadar qalb ki taskin ke saman honge
karb afza-e-sukun-e-gham-e-hijran honge

arsa-e-hashr mein jo ishq ka unwan honge
meri hi KHak ke ajza-e-pareshan honge

ashk masum jo KHamyaza-e-isyan honge
wo bhi munjumla-e-saramaya-e-iman honge

mere arman to na minnat-kash-e-jaan honge
dil se niklenge to wo ghair ke arman honge

kahne-sunne se wo taklif-e-ayaadat na karen
isi-e-waqt hain aa kar bhi pasheman honge

dil mein rah rah ke khaTakte jo hain kanTon ki tarah
ghaaliban aap ke khoe hue paikan honge

hasil-e-ishq-o-mohabbat gham-e-hijran na sahi
wo kisi shoKH ke bhule hue paiman honge

lakh aazad sahi hazrat-e-'talib' lekin
aap bhi qail-e-majburi-e-insan honge

(477) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Talib Baghpati Poetry

جس قدر قلب کی تسکین کے ساماں ہوں گے

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge

تقدیر کے آگے کبھی تدبیر کسی کی

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Taqdir Ke Aage Kabhi Tadbir Kisi Ki

پہلی پہلی وہ ملاقات وہ برسات کی رات

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Pahli Pahli Wo Mulaqat Wo Barsat Ki Raat

خود ترک مدعا پر مجبور ہو گیا ہوں

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Khud Tark-e-muddaa Par Majbur Ho Gaya Hun

یوں بھی ترا احسان ہے آنے کے لیے آ

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Yun Bhi Tera Ehsan Hai Aane Ke Liye Aa

پہلے درد دل پہ کہتے تھے کہ یہ کیا ہو گیا

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Pahle Dard-e-dil Pe Kahte The Ki Ye Kya Ho Gaya

تجدید عہد کر کسی سیمیں بدن کے ساتھ

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Tajdid-e-ahd Kar Kisi Simin Badan Ke Sath

یوں بھی ترا احسان ہے آنے کے لیے آ

Talib Baghpati - طالب باغپتی

Yun Bhi Tera Ehsan Hai Aane Ke Liye Aa

You can read Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge written by Talib Baghpati at UrduPoint. Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge is one of the masterpieces written by Talib Baghpati. You can also find the complete poetry collection of Talib Baghpati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Baghpati' above.

Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Qadar Qalb Ki Taskin Ke Saman Honge, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.