Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha, Urdu Ghazal By Taleef Haidar

Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taleef Haidar. Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

نظارگئ شوق نے دیدار میں کھینچا

تالیف حیدر

نظارگئ شوق نے دیدار میں کھینچا

پھر میں نے اسے اپنے ہوس زار میں کھینچا

کھلتی نظر آتی ہے قبائے گل مقصد

احساس طلب نے جو اسے خار میں کھینچا

ہے دیدنی گل کارئ احساس و تخیل

کیا عارض گل کو لب اظہار میں کھینچا

تصویر سی اک بن گئی کیا جانیے کس کی

قطروں نے نم اپنا مری دیوار میں کھینچا

تاحد نظر کھلتی گئی زلف دو عالم

احساس یہ کس کا دل بیدار میں کھینچا

تالیف حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha

Taleef Haidar

nazzargi-e-shauq ne didar mein khincha
phir main ne use apne hawas-zar mein khincha

khulti nazar aati hai qaba-e-gul-e-maqsad
ehsas-e-talab ne jo use KHar mein khincha

hai didani gul-kari-e-ehsas-o-taKHayyul
kya aariz-e-gul ko lab-e-izhaar mein khincha

taswir si ek ban gai kya jaaniye kis ki
qatron ne nam apna meri diwar mein khincha

ta-hadd-e-nazar khulti gai zulf-e-do-alam
ehsas ye kis ka dil-e-bedar mein khincha

(577) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Taleef Haidar Poetry

بہت مشکل تھا مجھ کو راہ کا ہموار کر دینا

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Bahut Mushkil Tha Mujhko Rah Ka Hamwar Kar Dena

یہ تیرا دوانہ رات گئے معلوم نہیں کیوں پہروں تک

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Ye Tera Diwana Raat Gae Malum Nahin Kyun Pahron Tak

درد آمیز ہے کچھ یوں مری خاموشی بھی

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Dard-amez Hai Kuchh Yun Meri Khamoshi Bhi

نہ بے کلی کا ہنر ہے نہ جاں فزائی کا

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Na Be-kali Ka Hunar Hai Na Jaan-fazai Ka

وہ ایک لمحہ جسے تم نے مختصر جانا

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Wo Ek Lamha Jise Tumne Mukhtasar Jaana

خدا وجود میں ہے آدمی کے ہونے سے

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Khuda Wajud Mein Hai Aadmi Ke Hone Se

خرد نہیں ہے یہاں بس جنون کا سودا

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Khirad Nahin Hai Yahan Bas Junun Ka Sauda

بس ایک شے مرے اندر تمام ہوتی ہوئی

Taleef Haidar - تالیف حیدر

Bas Ek Shai Mere Andar Tamam Hoti Hui

You can read Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha written by Taleef Haidar at UrduPoint. Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha is one of the masterpieces written by Taleef Haidar. You can also find the complete poetry collection of Taleef Haidar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taleef Haidar' above.

Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.