Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho, Urdu Ghazal By Shumama Ufuq

Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shumama Ufuq. Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ آسماں زمیں کے ہونٹ چومتا ہوا نہ ہو

شمامہ افق

یہ آسماں زمیں کے ہونٹ چومتا ہوا نہ ہو

کسے خبر ہے کل تلک یہاں پہ کیا ہو کیا نہ ہو

وہ مجھ سے مل کے بھی کسی سے وصل کی دعا کرے

عجیب پیڑ ہے جو پانی پی کے بھی ہرا نہ ہو

یہ دستکیں کواڑ پر برس رہی ہیں جس طرح

کواڑ ہی کی نبض آشنا کوئی ہوا نہ ہو

وہ کم سخن سہی مگر کوئی تو اور بات ہے

خموشیوں کی آڑ میں وہ درد سہہ رہا نہ ہو

میں تم سے اپنے دل کی واردات کہہ تو دوں مگر

اگر ہمارا راستہ یہیں کہیں جدا نہ ہو

گلے لگا رہی ہو تو خیال بھی رہے افقؔ

تمہیں جو عشق لگ رہا ہے اصل میں بلا نہ ہو

شمامہ افق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho

Shumama Ufuq

ye aasman zamin ke honT chumta hua na ho
kise KHabar hai kal talak yahan pe kya ho kya na ho

wo mujh se mil ke bhi kisi se wasl ki dua kare
ajib peD hai jo pani pi ke bhi hara na ho

ye dastaken kiwaD par baras rahi hain jis tarah
kiwaD hi ki nabz-ashna koi hawa na ho

wo kam-suKHan sahi magar koi to aur baat hai
KHamoshiyon ki aaD mein wo dard sah raha na ho

main tum se apne dil ki wardat kah to dun magar
agar hamara rasta yahin kahin juda na ho

gale laga rahi ho to KHayal bhi rahe 'ufuq'
tumhein jo ishq lag raha hai asl mein bala na ho

(701) ووٹ وصول ہوئے

More Shumama Ufuq Poetry

مکین شور مچاتے ہیں تو مچانے دے

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Makin Shor Machate Hain To Machane De

توجہ چاہیں گے پھر بھی کسی بہانے سے

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Tawajjoh Chahenge Phir Bhi Kisi Bahane Se

میں رنگ برنگی مورنی مرے پنکھ بہت ممتاز

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Main Rang Birangi Morni Mere Pankh Bahut Mumtaz

دہشت کے موسم میں کھلنے والے پھول

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Dahshat Ke Mausam Mein Khilne Wale Phul

ستارہ ہو کہ آنسو بس چمک ہے

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Sitara Ho Ki Aansu Bas Chamak Hai

رکھے چراغ طاق پر سارے بجھے ہوئے

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Rakkhe Charagh Taq Par Sare Bujhe Hue

خوبیوں خامیوں اچھی بری عادات سمیت

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Khubiyon Khamiyon Achchhi Buri Aadat Samet

رقاصہ

Shumama Ufuq - شمامہ افق

Raqqasa

You can read Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho written by Shumama Ufuq at UrduPoint. Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho is one of the masterpieces written by Shumama Ufuq. You can also find the complete poetry collection of Shumama Ufuq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shumama Ufuq' above.

Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aasman Zamin Ke HonT Chumta Hua Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.