Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہمارا طائر دل کب ہمارے بس میں ہے

شوکت واسطی

ہمارا طائر دل کب ہمارے بس میں ہے

رہائی میں اسے تکلیف خوش قفس میں ہے

بڑھوں اگر تو کسی تک مری رسائی نہ ہو

رکوں تو یوں لگے وہ میری دسترس میں ہے

کسے کسے یہ بتاؤں ترے تعلق سے

کچھ امتیاز محبت میں اور ہوس میں ہے

کشاں کشاں ہے روانہ مرا مسافر دل

تری لطیف صدا نغمۂ جرس میں ہے

تمام عمر رہا ہے گمان لمحۂ وصل

بس اس برس میں ہے شاید یہ اس برس میں ہے

مجھے تو دل کے قدم تیرے پاس لے آئے

وگرنہ ذہن بدستور پیش و پس میں ہے

ہے اک حسین کا عطیہ یہ کیفیت شوکتؔ

جو انگ انگ میں ہے جو نفس نفس میں ہے

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai

Shaukat Wasti

hamara tair-e-dil kab hamare bas mein hai
rihai mein use taklif KHush qafas mein hai

baDhun agar to kisi tak meri rasai na ho
rukun to yun lage wo meri dastaras mein hai

kise kise ye bataun tere talluq se
kuchh imtiyaz mohabbat mein aur hawas mein hai

kashan kashan hai rawana mera musafir-e-dil
teri latif sada naghma-e-jaras mein hai

tamam umr raha hai guman lamha-e-wasl
bas is baras mein hai shayad ye us baras mein hai

mujhe to dil ke qadam tere pas le aae
wagarna zehn ba-dastur pesh-o-pas mein hai

hai ek hasin ka atiya ye kaifiyat 'shaukat'
jo ang-ang mein hai jo nafas-nafas mein hai

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shaukat Wasti Poetry

میرا ہی دل ہے بساط حسرت وگرنہ دنیا میں کیا نہیں ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Mera Hi Dil Hai Bisat-e-hasrat Wagarna Duniya Mein Kya Nahin Hai

شوکتؔ ہمارے ساتھ بڑا حادثہ ہوا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Shaukat Hamare Sath Bada Hadisa Hua

کچھ ہنر اور سمجھتے ہیں نہ فن جانتے ہیں

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Kuchh Hunar Aur Samajhte Hain Na Fan Jaante Hain

اجڑے ہوئے دل میں بھی ترا دھیان رہا ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Ujde Hue Dil Mein Bhi Tera Dhyan Raha Hai

کہیں بھی جا کے جو رہتے تو ہم کہاں رہتے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Kahin Bhi Ja Ke Jo Rahte To Hum Kahan Rahte

وابستہ ہو گئے ہیں قدم رہ گزر کے ساتھ

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Wabasta Ho Gae Hain Qadam Rahguzar Ke Sath

اس لئے میں جرم مے نوشی پر آمادہ نہ تھا

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

Is Liye Main Jurm-e-mai-noshi Par Aamada Na Tha

بت خدا کعبہ صنم خانہ بنا سکتی ہے

Shaukat Wasti - شوکت واسطی

But Khuda Kaba Sanam-khana Bana Sakti Hai

You can read Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamara Tair-e-dil Kab Hamare Bas Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.