Ûر Ùظر آشÙا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
Ø´Ùکر Ùا٠شÙکر
Ûر Ùظر آشÙا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
ÙØ·Ù Ù ÛÚº Ú©Ûا جÙا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
ÙØµÙ Ú©Û Ø¨Ú¾Û Ø¯Ø¹Ø§ ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
ÛÙ Ø³Û Ø§Ø¨ اÙتجا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
Ø³Ø§Ø±Û Ø¯ÙÛا Ú©Û Ú©Ø§Ù Ø¢ØªÛ ÛÛÚº
اÛÚ© ØªÙ Ø³Û ÙÙا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
د٠٠ÛÚº اک آرز٠ÛÛ Ø¨Ø±Ø³ÙÚº سÛ
ÙÙظ ب٠کر ادا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
عش٠ت٠اÛÚ© ÛÛ Ø³Û ÛÙتا ÛÛ
Ø³Ø§Ø±Û Ø¯ÙÛا خدا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
Ù¹Ú¾ÙکرÙÚº Ù ÛÚº ØªØ±Û ÙÛا٠ت تھÛ
اب Ú©Ø¨Ú¾Û Ø±ÙÙ٠ا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
ÛÛ ØµÙت ÛÛ Ø¬Ùاب Ø´ÙÚ©Ø±Ø Ù ÛÚº
Ûر Ùظر پارسا ÙÛÛÚº ÛÙتÛ
Ø´Ùکر Ùا٠شÙکر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Har Nazar Aashna Nahin Hoti
Shankar Lal Shankar
lutf mein kya jafa nahin hoti
wasl ki bhi dua nahin hoti
hum se ab iltija nahin hoti
sari duniya ke kaam aate hain
ek tum se wafa nahin hoti
dil mein ek aarzu hai barson se
lafz ban kar ada nahin hoti
ishq to ek hi se hota hai
sari duniya KHuda nahin hoti
Thokaron mein teri qayamat thi
ab kabhi runuma nahin hoti
ye sifat hai janab-'shankar' mein
har nazar parsa nahin hoti
(691) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Har Nazar Aashna Nahin Hoti written by Shankar Lal Shankar at UrduPoint. Har Nazar Aashna Nahin Hoti is one of the masterpieces written by Shankar Lal Shankar. You can also find the complete poetry collection of Shankar Lal Shankar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shankar Lal Shankar' above.
Har Nazar Aashna Nahin Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Nazar Aashna Nahin Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.