Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Moeen

Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Moeen. Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ضبط کرنے سے ہنر اور نکھر جاتا ہے

شکیل معین

ضبط کرنے سے ہنر اور نکھر جاتا ہے

پیار حد سے جو گزرتا ہے بکھر جاتا ہے

رات کی جھیل کا ٹھہرا ہوا پانی میں ہوں

کون چپکے سے مری تہہ میں اتر جاتا ہے

اس کی باتوں میں ہے صندل کی سلونی خوشبو

میرا گھر اس کی دعاؤں سے سنور جاتا ہے

جس کی دہلیز کی مٹی بھی مجھے پیاری تھی

آج دل اس کے تصور سے ہی ڈر جاتا ہے

بہتے دریا کی روانی نے صدا دی مجھ کو

ڈوبنے والا ہی ساحل پہ ابھر جاتا ہے

اپنی چاہت کی حدوں میں ہی اسے اب ڈھونڈو

موڑ آتے ہی یہ رستہ بھی ٹھہر جاتا ہے

شکیل معین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai

Shakeel Moeen

zabt karne se hunar aur nikhar jata hai
pyar had se jo guzarta hai bikhar jata hai

raat ki jhil ka Thahra hua pani main hun
kaun chupke se meri tah mein utar jata hai

us ki baaton mein hai sandal ki saloni KHushbu
mera ghar us ki duaon se sanwar jata hai

jis ki dahliz ki miTTi bhi mujhe pyari thi
aaj dil us ke tasawwur se hi Dar jata hai

bahte dariya ki rawani ne sada di mujh ko
Dubne wala hi sahil pe ubhar jata hai

apni chahat ki hadon mein hi use ab DhunDo
moD aate hi ye rasta bhi Thahar jata hai

(701) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shakeel Moeen Poetry

بہت نڈھال بہت بد حواس لگتی ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Bahut Nidhaal Bahut Bad-hawas Lagti Hai

وہ کسی کا ہو چکا ہے اور کسی کے ساتھ ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Wo Kisi Ka Ho Chuka Hai Aur Kisi Ke Sath Hai

سفر کی دھوپ میں چھاؤں میں کون رہتا ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai

میری آواز کے جادو کا اثر ہوتا ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Meri Aawaz Ke Jadu Ka Asar Hota Hai

شکستگی میں ہواؤں کو آزمانے دو

Shakeel Moeen - شکیل معین

Shikastagi Mein Hawaon Ko Aazmane Do

سناٹے کی ایک کہانی ہوتی ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Sannate Ki Ek Kahani Hoti Hai

ضبط کرنے سے ہنر اور نکھر جاتا ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai

خیال عزم سفر اختیار کرتا ہے

Shakeel Moeen - شکیل معین

Khayal-e-azm-e-safar Ikhtiyar Karta Hai

You can read Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai written by Shakeel Moeen at UrduPoint. Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Moeen. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Moeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Moeen' above.

Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zabt Karne Se Hunar Aur Nikhar Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.