Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla, Urdu Ghazal By Shahnaz Naqvi

Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnaz Naqvi. Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ظرف اس کا مری امید سے بڑھ کر نکلا

شہناز نقوی

ظرف اس کا مری امید سے بڑھ کر نکلا

میں نے دریا جسے سمجھا وہ سمندر نکلا

میں جسے دھوپ سمجھ کر کبھی گھبراتی تھی

وہ میرے اپنے خیالات کا منظر نکلا

ہم نے جانا تھا جسے ساری دنیا سے الگ

وہ بھی دنیا کے رواجوں ہی کا خوگر نکلا

کھو دیا جب تو احساس ہوا شدت سے

میں جسے خار سمجھتی تھی گل تر نکلا

اپنے جذبات کو اس طرح سے محسوس کیا

دل کا اک لفظ کبھی بھی نہ زبان پر نکلا

کچھ فنا بھی نہ مٹا پائی محبت کا وجود

آئینہ ٹوٹ کے کچھ اور بکھر کر نکلا

نازؔ خوشبو مجھے ہر اور سے محسوس ہوئی

اس چمن زار کا ہر پھول معطر نکلا

شہناز نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla

Shahnaz Naqvi

zarf us ka meri ummid se baDh kar nikla
main ne dariya jise samjha wo samundar nikla

main jise dhup samajh kar kabhi ghabraati thi
wo mere apne KHayalat ka manzar nikla

hum ne jaana tha jise sari duniya se alag
wo bhi duniya ke riwajon hi ka KHugar nikla

kho diya jab to ehsas hua shiddat se
main jise KHar samajhti thi gul-e-tar nikla

apne jazbaat ko is tarah se mahsus kiya
dil ka ek lafz kabhi bhi na zaban par nikla

kuchh fana bhi na miTa pai mohabbat ka wajud
aaina TuT ke kuchh aur bikhar kar nikla

'naz' KHushbu mujhe har or se mahsus hui
is chaman-zar ka har phul moattar nikla

(663) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shahnaz Naqvi Poetry

مرے رخسار پر آنسو کا قطرہ رک گیا ہوگا

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Mere Rukhsar Par Aansu Ka Qatra Ruk Gaya Hoga

ایسا نہیں کسی سے محبت نہیں ہمیں

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Aisa Nahin Kisi Se Mohabbat Nahin Hamein

آنسو ہمارے ساتھ بہاتا رہا ہے چاند

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Aansu Hamare Sath Bahata Raha Hai Chand

حقیقتوں میں غم ذات کر کے دیکھتے ہیں

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Haqiqaton Mein Gham-e-zat Kar Ke Dekhte Hain

ہم موند کے پلکیں کبھی رویا نہیں کرتے

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Hum Mund Ke Palken Kabhi Roya Nahin Karte

ہم نے رستے میں کوئی شمع جلا دی ہوتی

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Humne Raste Mein Koi Shama Jala Di Hoti

ظرف اس کا مری امید سے بڑھ کر نکلا

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Zarf Us Ka Meri Ummid Se Badh Kar Nikla

سرکار دو جہاں ہیں سردار انبیا کے

Shahnaz Naqvi - شہناز نقوی

Sarkar-e-do-jahan Hain Sardar Ambiya Ke

You can read Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla written by Shahnaz Naqvi at UrduPoint. Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla is one of the masterpieces written by Shahnaz Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Naqvi' above.

Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zarf Us Ka Meri Ummid Se BaDh Kar Nikla, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.