Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai, Urdu Ghazal By Shahid Siddiqui

Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Siddiqui. Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اے باغباں یہ جبر ہے یا اختیار ہے

شاہد صدیقی

اے باغباں یہ جبر ہے یا اختیار ہے

مرجھا رہے ہیں پھول چمن میں بہار ہے

شاید اسی کا نام غم روزگار ہے

وہ مل گئے تو اور بھی دل بے قرار ہے

میں صاحب چمن ہوں مجھے اعتبار ہے

شام خزاں کے بعد ہی صبح بہار ہے

رہبر نے قافلے ہی کو مجبور کہہ دیا

اب وہ قدم بڑھائے جسے اختیار ہے

کلیاں ہیں زرد زرد فضائیں ہیں سرد سرد

کچھ لوگ کہہ رہے ہیں یہ فصل بہار ہے

یوں تو نہ رک سکے گا ستم کا یہ سلسلہ

جو کشتۂ ستم ہے وہی شرمسار ہے

دیکھی ہیں میں نے باغ کی وہ حالتیں کہ اب

میرے لئے خزاں کا نہ ہونا بہار ہے

ثابت ہوا کہ رونق محفل ہے کوئی اور

محفل جمی ہوئی ہے مگر انتظار ہے

ہر صاحب جنوں کا گلستاں پہ حق نہیں

جس کا لہو بہا ہے اسی کی بہار ہے

شاہد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai

Shahid Siddiqui

ai baghban ye jabr hai ya iKHtiyar hai
murjha rahe hain phul chaman mein bahaar hai

shayad isi ka nam gham-e-rozgar hai
wo mil gae to aur bhi dil be-qarar hai

main sahab-e-chaman hun mujhe e'tibar hai
sham-e-KHizan ke baad hi subh-e-bahaar hai

rahbar ne qafile hi ko majbur kah diya
ab wo qadam baDhae jise iKHtiyar hai

kaliyan hain zard zard fazaen hain sard sard
kuchh log kah rahe hain ye fasl-e-bahaar hai

yun to na ruk sakega sitam ka ye silsila
jo kushta-e-sitam hai wahi sharmsar hai

dekhi hain main ne bagh ki wo haalaten ki ab
mere liye KHizan ka na hona bahaar hai

sabit hua ki raunaq-e-mahfil hai koi aur
mahfil jami hui hai magar intizar hai

har sahib-e-junun ka gulistan pe haq nahin
jis ka lahu baha hai usi ki bahaar hai

(594) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shahid Siddiqui Poetry

قریب و دور سے آتی ہے آپ کی آواز (ردیف .. ے)

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Qarib O Dur Se Aati Hai Aap Ki Aawaz

ہم ہیں خالق نغمہ لاؤ ساز ہم کو دو (ردیف .. ے)

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Hum Hain Khaaliq-e-naghma Lao Saz Hum Ko Do

گزر جا راہ و منزل سے گزر جا موج و ساحل سے

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Guzar Ja Rah-o-manzil Se Guzar Ja Mauj-o-sahil Se

سحر ہوتے ہی اہل انجمن کو نیند سی آئی

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Sahar Hote Hi Ahl-e-anjuman Ko Nind Si Aai

میں جہاں بھی ہوں وہیں انجمن آرائی ہے

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Main Jahan Bhi Hun Wahin Anjuman-arai Hai

عروج ماہ کو انساں سمجھ گیا لیکن (ردیف .. ے)

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Uruj-e-mah Ko Insan Samajh Gaya Lekin

دل نے یوں حوصلۂ نالہ و فریاد کیا

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Dil Ne Yun Hausla-e-nala-o-fariyaad Kiya

کبھی خرد کا کبھی عشق کا بہانا تھا

Shahid Siddiqui - شاہد صدیقی

Kabhi Khirad Ka Kabhi Ishq Ka Bahana Tha

You can read Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai written by Shahid Siddiqui at UrduPoint. Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai is one of the masterpieces written by Shahid Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Shahid Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Siddiqui' above.

Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Baghban Ye Jabr Hai Ya IKHtiyar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.