Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke, Urdu Ghazal By Shahid Kabir

Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kabir. Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

کچھ دیر کالی رات کے پہلو میں لیٹ کے

شاہد کبیر

کچھ دیر کالی رات کے پہلو میں لیٹ کے

لایا ہوں اپنے ہاتھوں میں جگنو سمیٹ کے

دو چار داؤں کھیل کے وہ سرد پڑ گیا

اب کیا کرو گے تاش کے پتوں کو پھیٹ کے

اس سانولے سے جسم کو دیکھا ہی تھا کہ بس

گھلنے لگے زباں پہ مزے چاکلیٹ کے

جیسے کوئی لباس نہ ہو اس کے جسم پر

یوں راستہ چلے ہے بدن کو سمیٹ کے

میں اس کے انتظار میں بیٹھا ہی رہ گیا

کپڑوں میں رکھ گیا وہ بدن کو لپیٹ کے

ہر فلسفے کو وقت نے ایسے مٹا دیا

جیسے کوئی نقوش مٹا دے سلیٹ کے

وہ ہنس رہا تھا دور کھڑا اور چند لوگ

لے جا رہے تھے اس کو کفن میں لپیٹ کے

شاہد کبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke

Shahid Kabir

kuchh der kali raat ke pahlu mein leT ke
laya hun apne hathon mein jugnu sameT ke

do chaar daon khel ke wo sard paD gaya
ab kya karoge tash ke patton ko pheT ke

us sanwle se jism ko dekha hi tha ki bas
ghulne lage zaban pe maze chaakleT ke

jaise koi libas na ho us ke jism par
yun rasta chale hai badan ko sameT ke

main us ke intizar mein baiTha hi rah gaya
kapDon mein rakh gaya wo badan ko lapeT ke

har falsafe ko waqt ne aise miTa diya
jaise koi nuqush miTa de saleT ke

wo hans raha tha dur khaDa aur chand log
le ja rahe the us ko kafan mein lapeT ke

(554) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Shahid Kabir Poetry

پکارتی ہے جو تجھ کو تری صدا ہی نہ ہو

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Pukarti Hai Jo Tujhko Teri Sada Hi Na Ho

کچھ دیر کالی رات کے پہلو میں لیٹ کے

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein Let Ke

مے خانہ کی بات نہ کر واعظ مجھ سے

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Mai-khane Ki Baat Na Kar Waiz Mujhse

روح کو قید کیے جسم کے ہالوں میں رہے

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe

ٹھکراؤ اب کہ پیار کرو میں نشے میں ہوں

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Thukrao Ab Ki Pyar Karo Main Nashe Mein Hun

شہر میں گلیوں گلیوں جس کا چرچا ہے

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Shahr Mein Galiyon Galiyon Jis Ka Charcha Hai

کون ہے اپنا کون پرایا کیا سوچیں

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Kaun Hai Apna Kaun Paraya Kya Sochen

جا کے ملتا ہوں نہ اپنا ہی پتا دیتا ہوں

Shahid Kabir - شاہد کبیر

Ja Ke Milta Hun Na Apna Hi Pata Deta Hun

You can read Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke written by Shahid Kabir at UrduPoint. Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke is one of the masterpieces written by Shahid Kabir. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kabir' above.

Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Der Kali Raat Ke Pahlu Mein LeT Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.