مدت سے کسی Ù¹Ú¾Ûری Ûوئی آب Ùˆ Ûوا میں
شاÛد اختر
مدت سے کسی Ù¹Ú¾Ûری Ûوئی آب Ùˆ Ûوا میں
Ø²Ù†Ø¯Û ÛÙˆÚº ÛŒÛاں زÛر بھری آب Ùˆ Ûوا میں
اچھا Ù†Ûیں لگتا ÛÛ’ مگر اے شب Ûجراں
تØلیل تو Ûونا ÛÛ’ اسی آب Ùˆ Ûوا میں
اس Ú©Ùˆ بھی Ù†Û Ù„Ú¯ جائے کسی Ûجر Ú©ÛŒ دیمک
اک وصل جو روشن ÛÛ’ تری آب Ùˆ Ûوا میں
جس Øال میں ÛÙˆÚº ÛŒÛ Ø¨Ú¾ÛŒ میسر Ù†Ûیں سب Ú©Ùˆ
مانا Ú©Û ÙˆÛ Ù„Ø°Øª Ù†Û Ø±ÛÛŒ آب Ùˆ Ûوا میں
شاداب Ù†Ûیں ÛÙˆÚº Ú¯Û’ کبھی خواب Ûمارے
Ûر چند Ú©Û Ø±ÙˆØ´Ù† Ûیں Ú©Ú¾Ù„ÛŒ آب Ùˆ Ûوا میں
میں اپنی طر٠بڑھنے لگا آپ ÛÛŒ اخترؔ
کیا جوش عقیدت تھا نئی آب Ùˆ Ûوا میں
شاÛد اختر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein
Shahid Akhtar
zinda hun yahan zahr bhari aab-o-hawa mein
achchha nahin lagta hai magar ai shab-e-hijran
tahlil to hona hai isi aab-o-hawa mein
us ko bhi na lag jae kisi hijr ki dimak
ek wasl jo raushan hai teri aab-o-hawa mein
jis haal mein hun ye bhi mayassar nahin sab ko
mana ki wo lazzat na rahi aab-o-hawa mein
shadab nahin honge kabhi KHwab hamare
har chand ki raushan hain khuli aab-o-hawa mein
main apni taraf baDhne laga aap hi 'aKHtar'
kya josh-e-aqidat tha nai aab-o-hawa mein
(340) ووٹ وصول Ûوئے
You can read Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein written by Shahid Akhtar at UrduPoint. Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein is one of the masterpieces written by Shahid Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Shahid Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Akhtar' above.
Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.