Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho, Urdu Ghazal By Saif Irfan

Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saif Irfan. Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

سفر طویل ہو اور رہ نما خراب نہ ہو

سیف عرفان

سفر طویل ہو اور رہ نما خراب نہ ہو

تو منزلوں کا کبھی ذائقہ خراب نہ ہو

ہم اضطراب میں ہیں جنگ کیسے رک جائے

تمہیں یہ فکر کے بس قاعدہ خراب نہ ہو

ہر ایک رنگ پھر اس دل کو راس آتا ہے

جو دیکھنے کا اگر زاویہ خراب نہ ہو

کوئی بھی نام ترے بعد ہم نہیں لیتے

گریز کرتے ہیں کے ذائقہ خراب نہ ہو

تمام زندگی گزری ہو چاہے جیسی بھی

یہ پیش و پس ہے کے بس خاتمہ خراب نہ ہو

یہ سوچ کر کے کبھی جھوٹ بول لیتے ہیں

ہر ایک شخص سے اب رابطہ خراب نہ ہو

عجیب شخص ہے عرفانؔ ہم سے چاہتا ہے

کے پیڑ کاٹ دیں اور گھونسلہ خراب نہ ہو

سیف عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho

Saif Irfan

safar tawil ho aur rahnuma KHarab na ho
to manzilon ka kabhi zaiqa KHarab na ho

hum iztirab mein hain jang kaise ruk jae
tumhein ye fikr ke bas qaeda KHarab na ho

har ek rang phir us dil ko ras aata hai
jo dekhne ka agar zawiya KHarab na ho

koi bhi nam tere baad hum nahin lete
gurez karte hain ke zaiqa KHarab na ho

tamam zindagi guzri ho chahe jaisi bhi
ye pesh-o-pas hai ke bas KHatma KHarab na ho

ye soch kar ke kabhi jhuT bol lete hain
har ek shaKHs se ab rabta KHarab na ho

ajib shaKHs hai 'irfan' hum se chahta hai
ke peD kaT den aur ghonsla KHarab na ho

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Saif Irfan Poetry

کوشش تو بارہا تھی مری پر نہ بن سکا

Saif Irfan - سیف عرفان

Koshish To Barha Thi Meri Par Na Ban Saka

ہمارے ہاتھ سے بس اک نظارہ بنتا ہے

Saif Irfan - سیف عرفان

Hamare Hath Se Bas Ek Nazara Banta Hai

بس ایک عشق والی کہانی نکال کر

Saif Irfan - سیف عرفان

Bas Ek Ishq Wali Kahani Nikal Kar

دکھ کے عالم میں بھی بس ایک سہارا دکھ ہے

Saif Irfan - سیف عرفان

Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai

لوگوں کا اک ہجوم ہے ایسا نہیں ہے دوست

Saif Irfan - سیف عرفان

Logon Ka Ek Hujum Hai Aisa Nahin Hai Dost

مسرتوں کی یہ ندیاں سبھی بہاؤ میں ہیں

Saif Irfan - سیف عرفان

Masarraton Ki Ye Nadiyan Sabhi Bahaw Mein Hain

کچھ اور تیرے مجھ سے سوالات ہوں تو بول

Saif Irfan - سیف عرفان

Kuchh Aur Tere Mujhse Sawalat Hon To Bol

سفر طویل ہو اور رہ نما خراب نہ ہو

Saif Irfan - سیف عرفان

Safar Tawil Ho Aur Rahnuma Kharab Na Ho

You can read Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho written by Saif Irfan at UrduPoint. Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho is one of the masterpieces written by Saif Irfan. You can also find the complete poetry collection of Saif Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saif Irfan' above.

Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Tawil Ho Aur Rahnuma KHarab Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.