Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai, Urdu Ghazal By Sahir Hoshiyarpuri

Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahir Hoshiyarpuri. Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

وہ جس کو ہم نے اپنایا بہت ہے

ساحر ہوشیار پوری

وہ جس کو ہم نے اپنایا بہت ہے

اسی نے دل کو تڑپایا بہت ہے

ہمارے قتل کی سازش کے درپئے

ہمارا نیک ہم سایہ بہت ہے

دل درد آشنا شوق شہادت

محبت میں یہ سرمایہ بہت ہے

عجب شے ہے چمن زار تمنا

ثمر کوئی نہیں سایہ بہت ہے

خطا اس کی نہیں دل کو ہمیں نے

تمناؤں میں الجھایا بہت ہے

خدا محفوظ رکھے آسماں کو

زمیں کو اس نے جھلسایا بہت ہے

تری یاد آئی ہے تو آج ہم کو

دل گم گشتہ یاد آیا بہت ہے

بہ نام حضرت ناصح بھی اک جام

کہ اس نے وعظ فرمایا بہت ہے

نہ کیوں ٹھکرائیں ہم دنیا کو ساحرؔ

ہمیں بھی اس نے ٹھکرایا بہت ہے

ساحر ہوشیار پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai

Sahir Hoshiyarpuri

wo jis ko hum ne apnaya bahut hai
usi ne dil ko taDpaya bahut hai

hamare qatl ki sazish ke darpai
hamara nek ham-saya bahut hai

dil-e-dard-ashna shauq-e-shahadat
mohabbat mein ye sarmaya bahut hai

ajab shai hai chaman-zar-e-tamanna
samar koi nahin saya bahut hai

KHata us ki nahin dil ko hamin ne
tamannaon mein uljhaya bahut hai

KHuda mahfuz rakhe aasman ko
zamin ko is ne jhulsaya bahut hai

teri yaad aai hai to aaj hum ko
dil-e-gum-gashta yaad aaya bahut hai

ba-nam-e-hazrat-e-naseh bhi ek jam
ki us ne waz farmaya bahut hai

na kyun Thukraen hum duniya ko 'sahir'
hamein bhi us ne Thukraya bahut hai

(519) ووٹ وصول ہوئے

More Sahir Hoshiyarpuri Poetry

وہ اور ہوں گے پی کے جو سرشار ہو گئے

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Wo Aur Honge Pi Ke Jo Sarshaar Ho Gae

شام کو صبح اندھیرے کو اجالا لکھیں

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Sham Ko Subh Andhere Ko Ujala Likkhen

تم نہ توبہ کرو جفاؤں سے (ردیف .. ن)

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Tum Na Tauba Karo Jafaon Se

وہ جس کو ہم نے اپنایا بہت ہے

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai

ہر ایک پھول کے دامن میں خار کیسا ہے

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Har Ek Phul Ke Daman Mein Khaar Kaisa Hai

اپنی اپنی ذات میں گم ہیں اہل دل بھی اہل نظر بھی (ردیف .. ے)

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Apni Apni Zat Mein Gum Hain Ahl-e-dil Bhi Ahl-e-nazar Bhi

آپ سے کیا دوستی ہونے لگی

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Aap Se Kya Dosti Hone Lagi

دور چرخ کبود جاری ہے

Sahir Hoshiyarpuri - ساحر ہوشیار پوری

Daur-e-charkh-e-kabud Jari Hai

You can read Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai written by Sahir Hoshiyarpuri at UrduPoint. Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai is one of the masterpieces written by Sahir Hoshiyarpuri. You can also find the complete poetry collection of Sahir Hoshiyarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahir Hoshiyarpuri' above.

Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.