Ek Bar Phir, Urdu Nazam By Sadiq

Ek Bar Phir is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sadiq. Ek Bar Phir comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Ek Bar Phir on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ایک بار پھر

صادق

ایک بار پھر

فقیروں کا بھیس لیے

میرے در پر

عیار آ کھڑے ہوئے ہیں

یہ وہی تو ہیں

جو ایک بار پہلے

مجھ سے میرا نقش لے کر

ہاتھوں میں تھما گئے تھے

جنت کا ایک حسین ٹکڑا

جو ان کے جاتے ہی

دوزخ بن گیا تھا

چند سال بعد

وہ مجھ سے ایک اور نقش لے کر

اس کے بدلے

دے گئے تھے ایک سمندر

جو اس دوزخ کو بجھا سکتا تھا

لیکن ان کے چلے جانے کے بعد

وہ سمندر

طوفان نوح بن گیا

اور آج پھر

وہ میرے در پر کھڑے ہیں

کاندھوں پر لیے ہوئے ایک کشتی

اور نقش ہاتھ میں لیے

میں سوچ رہا ہوں

کیا یہ کشتی

مجھے طوفان سے نکال سکے گی؟

صادق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Bar Phir

Sadiq

ek bar phir
faqiron ka bhes liye
mere dar par
ayyar aa khaDe hue hain

ye wahi to hain
jo ek bar pahle
mujh se mera naqsh le kar
hathon mein thama gae the
jannat ka ek hasin TukDa
jo un ke jate hi
dozaKH ban gaya tha

chand sal baad
wo mujh se ek aur naqsh le kar
is ke badle
de gae the ek samundar
jo is dozaKH ko bujha sakta tha
lekin un ke chale jaane ke baad
wo samundar
tufan-e-nuh ban gaya

aur aaj phir
wo mere dar par khaDe hain
kandhon par liye hue ek kashti
aur naqsh hath mein liye
main soch raha hun
kya ye kashti
mujhe tufan se nikal sakegi?

(555) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Bar Phir written by Sadiq at UrduPoint. Ek Bar Phir is one of the masterpieces written by Sadiq. You can also find the complete poetry collection of Sadiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiq' above.

Ek Bar Phir is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek Bar Phir, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.