اپÙÙÚº Ú©Û Ø¯Ø±Ù Ûا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
ر٠ÛØ´ Ú©ÙÙÙ
اپÙÙÚº Ú©Û Ø¯Ø±Ù Ûا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
دÛÙار ٠در ٠کا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
ÙÙرت Ú©Û Ú¯Ø±Ø¯ ج٠ع ÙگاÛÙÚº Ù ÛÚº Ø±Û Ú¯Ø¦Û
اÙÙت Ú©Û Ùدردا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
رÙØ´Ù ÛÛÚº Ø¢Ø±Ø²Ù Ú©Û Ø¨Ûت زخ٠آج بھÛ
زخ٠ÙÚº Ú©Û Ú©ÚÚ¾ Ùشا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
اÛسا ÙÛÛÚº Ú©Û ØµØ±Ù ÛÙÛÚº در بدر ÛÙا
Ø¯Ù Ú©Û Ú©Ø¦Û Ú¯Ù Ø§Ù Ø³Ùا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
Ù ØÙÙظ با٠٠در ÛÛÚº صداÙت Ú©Û Ø¢Ø¬ بھÛ
دھÙÚ©Û Ú©Û Ù¾Ø§Ùدا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
اپÙÙÚº Ø³Û Ø§Ù¾ÙÛ ÙÛØ¬Û Ù ÛÚº باتÙÚº کا ÛÛ Ú©Ù Ø§Ù
Ú©ÚÚ¾ شخص بد زبا٠سÙا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
ÙÛ ÙÙÚ¯ Ø¨Û Ø§Ø¯Ø¨ ØªÚ¾Û Ú©ÙÙÙØ Ø¨Û Ø®ÙÙص تھÛ
Û٠جÛØ³Û Ø¨Û Ø²Ø¨Ø§Ù Ø³Ùا٠ت ÙÛÛÚº رÛÛ
ر٠ÛØ´ Ú©ÙÙÙ
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe
Ramesh Kanwal
diwar-o-dar makan salamat nahin rahe
nafrat ki gard jama nigahon mein rah gai
ulfat ke qadr-dan salamat nahin rahe
raushan hain aarzu ke bahut zaKHm aaj bhi
zaKHmon ke kuchh nishan salamat nahin rahe
aisa nahin ki sirf yaqin dar-ba-dar hua
dil ke kai guman salamat nahin rahe
mahfuz baam-o-dar hain sadaqat ke aaj bhi
dhoke ke pandan salamat nahin rahe
apnon se apne lahje mein baaton ka hai kamal
kuchh shaKHs bad-zaban salamat nahin rahe
wo log be-adab the 'kanwal' be-KHulus the
hum jaise be-zaban salamat nahin rahe
(651) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe written by Ramesh Kanwal at UrduPoint. Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe is one of the masterpieces written by Ramesh Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Ramesh Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ramesh Kanwal' above.
Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apnon Ke Darmiyan Salamat Nahin Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.