Ø¢ÙÚ©Ú¾ ÙÛ Ù¾Ú¾Ø± عذاب دÛکھا ÛÛ
رخشاں Ûاش٠Û
Ø¢ÙÚ©Ú¾ ÙÛ Ù¾Ú¾Ø± عذاب دÛکھا ÛÛ
اÛÚ© ØªØ§Ø²Û Ú¯Ùاب دÛکھا ÛÛ
ÙÛÙد راتÙÚº ک٠اب ÙÛÛÚº آتÛ
Ø®Ùاب اÛسا خراب دÛکھا ÛÛ
ساÙس ÙÛÙا Ø¨Ú¾Û ÛÙ Ú¯Ûا Ù Ø´Ú©Ù
جب Ø³Û Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº ÙÛ Ø®Ùاب دÛکھا ÛÛ
جاÙÛ Ú©ÛØ³Û ÙØ´Û Ù ÛÚº ÛÛ Ø¯Ù Ø¨Ú¾Û
آج اس ÙÛ Ø´Ø±Ø§Ø¨ دÛکھا ÛÛ
Ø²Ø®Ù Ø¨Ú¾Û Ù¾Ú¾Ù٠جÛØ³Û ÛÛÚº رخشاںØ
Ø²Ø®Ù ØªÙ Ø¨Û Øساب دÛکھا ÛÛ
رخشاں Ûاش٠Û
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai
Rakhshan Hashmi
ek taza gulab dekha hai
nind raaton ko ab nahin aati
KHwab aisa KHarab dekha hai
sans lena bhi ho gaya mushkil
jab se aankhon ne KHwab dekha hai
jaane kaise nashe mein hai dil bhi
aaj us ne sharab dekha hai
zaKHm bhi phul jaise hain 'raKHshan'
zaKHm to be-hisab dekha hai
(835) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai written by Rakhshan Hashmi at UrduPoint. Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai is one of the masterpieces written by Rakhshan Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Rakhshan Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakhshan Hashmi' above.
Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Ne Phir Azab Dekha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.