Ù Øبت کا جÛاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ù٠ر ٠رادآبادÛ
Ù Øبت کا جÛاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
٠را دار اÙا٠اں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
ØÛات غ٠Ùشاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
٠سÙس٠ا٠تØاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
ÙÚ¯Ø§Û Ø´ÙÙ ÛÛ Ø§Ùر Ø§Ù Ú©Û Ø¬ÙÙÛ
شکست ÙاگÛاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ø§Ø³Û Ú©Ø§ Ùا٠Û٠شاÛد Ù Øبت
Ú©ÙØ¦Û Ø¨Ø§Ø± گراں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ù Øبت Ø¨Û Ø³Ûارا ت٠ÙÛÛÚº ÛÛ
٠را درد ÙÛاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ù Øبت Ú©Û ÙساÙÛ Ø§ÙÙÛ Ø§ÙÙÛ
ز٠اÙÛ Ú©Û Ø²Ø¨Ø§Úº ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
ÙÙ Ø±Ø ØªÙÙÛد کا Ùائ٠ÙÛÛÚº Ù ÛÚº
٠را طرز بÛاں ÛÛ Ø§Ùر Ù ÛÚº ÛÙÚº
Ù٠ر ٠رادآبادÛ
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Mohabbat Ka Jahan Hai Aur Main Hun
Qamar Moradabadi
mera darul-aman hai aur main hun
hayat-e-gham nishan hai aur main hun
musalsal imtihan hai aur main hun
nigah-e-shauq hai aur un ke jalwe
shikast-e-nagaghan hai aur main hun
usi ka nam ho shayad mohabbat
koi bar-e-giran hai aur main hun
mohabbat be-sahaara to nahin hai
mera dard-e-nihan hai aur main hun
mohabbat ke fasane allah allah
zamane ki zaban hai aur main hun
'qamar' taqlid ka qail nahin main
mera tarz-e-bayan hai aur main hun
(792) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Mohabbat Ka Jahan Hai Aur Main Hun written by Qamar Moradabadi at UrduPoint. Mohabbat Ka Jahan Hai Aur Main Hun is one of the masterpieces written by Qamar Moradabadi. You can also find the complete poetry collection of Qamar Moradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Moradabadi' above.
Mohabbat Ka Jahan Hai Aur Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Ka Jahan Hai Aur Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.