Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

جل کے راکھ ہونے کی کوششیں نہیں ہوتیں

نزہت عباسی

جل کے راکھ ہونے کی کوششیں نہیں ہوتیں

دیر پا بہت دل کی خواہشیں نہیں ہوتیں

خود بہ خود ہی کھلتے ہیں دل میں پھول خوشیوں کے

دل کو شاد رکھنے کی کاوشیں نہیں ہوتیں

دوست بھی صفوں میں ہیں اور اپنے دشمن بھی

کامیاب پھر کیسے سازشیں نہیں ہوتیں

تخت و تاج مانگے سے کب کسی کو ملتا ہے

دل کی بادشاہی میں بخششیں نہیں ہوتیں

ایک جستجو دل کو مضطرب سی رکھتی ہے

بے سبب تو قسمت کی گردشیں نہیں ہوتیں

حال اپنا آ کے خود وہ ہمیں کو بتلائیں

ہم سے ان کی جا کے تو پرسشیں نہیں ہوتیں

معجزوں پہ زندہ ہیں اور دعائیں کرتے ہیں

ہجرتوں کے موسم میں بارشیں نہیں ہوتیں

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin

Nuzhat Abbasi

jal ke rakh hone ki koshishen nahin hotin
der-pa bahut dil ki KHwahishen nahin hotin

KHud-ba-KHud hi khulte hain dil mein phul KHushiyon ke
dil ko shad rakhne ki kawishen nahin hotin

dost bhi safon mein hain aur apne dushman bhi
kaamyab phir kaise sazishen nahin hotin

taKHt-o-taj mange se kab kisi ko milta hai
dil ki baadshahi mein baKHshishen nahin hotin

ek justuju dil ko muztarib si rakhti hai
be-sabab to qismat ki gardishen nahin hotin

haal apna aa ke KHud wo hamin ko batlaen
hum se un ki ja ke to pursishen nahin hotin

moajizon pe zinda hain aur duaen karte hain
hijraton ke mausam mein barishen nahin hotin

(683) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nuzhat Abbasi Poetry

درد و غم کی حکایتیں مت پوچھ

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Dard-o-gham Ki Hikayaten Mat Puchh

اچانک ایسے جل تھل ہو گئے کیوں

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Achanak Aise Jal-thal Ho Gae Kyun

دل کو پھر بنانے میں وقت چاہیے کچھ تو

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Dil Ko Phir Banane Mein Waqt Chahiye Kuchh To

محبت میں کمی سی رہ گئی ہے

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Mohabbat Mein Kami Si Rah Gai Hai

کیوں سکینہ اور زینب اس قدر خاموش ہیں

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Kyun Sakina Aur Zainab Is Qadar Khamosh Hain

شہر سب حادثوں کی زد میں تھا

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Shahr Sab Hadson Ki Zad Mein Tha

حلقۂ دیگراں میں شامل تم

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Halqa-e-digaran Mein Shamil Tum

یاد رکھنے کا بھی وعدہ ہو ضروری تو نہیں

Nuzhat Abbasi - نزہت عباسی

Yaad Rakhne Ka Bhi Wada Ho Zaruri To Nahin

You can read Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jal Ke Rakh Hone Ki Koshishen Nahin Hotin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.