Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun, Urdu Ghazal By Nusrat Mehdi

Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Mehdi. Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

فضا میں پھیلی ہوئی تیرگی میں شامل ہوں

نصرت مہدی

فضا میں پھیلی ہوئی تیرگی میں شامل ہوں

سکوت شب میں تری خامشی میں شامل ہوں

ہے بزدلی کی علامت یہ خامشی لیکن

میں اپنے عہد کی اس بزدلی میں شامل ہوں

عیاں زمانے میں تو بھی نہیں ہے اور میں بھی

بہت سی باتوں کی پوشیدگی میں شامل ہوں

سنا تو خوب گیا ہے مجھے مگر پھر بھی

یہ لگ رہا ہے کسی ان کہی میں شامل ہوں

یہی نہیں کہ زبانیں ہوئی ہیں زہریلی

میں ان کے ذہن کی آلودگی میں شامل ہوں

اگر یہ سچ ہے تو محسوس کیوں نہیں ہوتا

اے وقت میں تری موجودگی میں شامل ہوں

قفس میں جو یہ پرندہ ہے تاک میں نصرتؔ

میں اس کے جذبۂ آمادگی میں شامل ہوں

نصرت مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun

Nusrat Mehdi

faza mein phaili hui tirgi mein shamil hun
sukut-e-shab main teri KHamushi mein shamil hun

hai buzdili ki alamat ye KHamushi lekin
main apne ahd ki is buzdili mein shamil hun

ayan zamane mein tu bhi nahin hai aur main bhi
bahut si baaton ki poshidgi mein shamil hun

suna to KHub gaya hai mujhe magar phir bhi
ye lag raha hai kisi an-kahi mein shamil hun

yahi nahin ki zabanen hui hain zahrili
main un ke zehn ki aaludgi mein shamil hun

agar ye sach hai to mahsus kyon nahin hota
ai waqt main teri maujudgi mein shamil hun

qafas mein jo ye parinda hai tak mein 'nusrat'
main us ke jazba-e-amadgi mein shamil hun

(691) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nusrat Mehdi Poetry

اپنی بے چہرگی بھی دیکھا کر

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Apni Be-chehragi Bhi Dekha Kar

جو مشکل راستے ہیں ان کو یوں ہموار کرنا ہے

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Jo Mushkil Raste Hain Un Ko Yun Hamwar Karna Hai

پہلے فن دست و گریباں ہیں کراں تا بہ کراں

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Pahle Fan Dast-o-gareban Hain Karan-ta-ba-karan

مجھ کو تو مشق سماعت ہے چلو تم بولو

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Mujhko To Mashq-e-samaat Hai Chalo Tum Bolo

یہ نہ سمجھو کہ کسی درد کے اظہار میں تھی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi

بلند عزم ہو گیا پروں میں کاٹ آ گئی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Buland Azm Ho Gaya Paron Mein Kat Aa Gai

ہر اک قدم پہ جو پرسان حال چاہیے تھا

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Har Ek Qadam Pe Jo Pursan-e-haal Chahiye Tha

غلط بیانی پہ اس کی یقیں دکھاتی رہی

Nusrat Mehdi - نصرت مہدی

Ghalat-bayani Pe Uski Yaqin Dikhati Rahi

You can read Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun written by Nusrat Mehdi at UrduPoint. Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun is one of the masterpieces written by Nusrat Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Mehdi' above.

Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faza Mein Phaili Hui Tirgi Mein Shamil Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.