Adam KHwab Ke KHwab Mein, Urdu Nazam By Nahid Qamar

Adam KHwab Ke KHwab Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Nahid Qamar. Adam KHwab Ke KHwab Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Adam KHwab Ke KHwab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

عدم خواب کے خواب میں

ناہید قمر

چھان کر دیکھ لی ریگ دشت زیاں

ڈھونڈ پائے نہ ہم دوسرا آسماں

اجنبی موسموں کی اڑانوں میں ٹوٹے پروں کی طرح

ہم جئے بھی تو کیا

کس نے دیکھا ہمیں

چشم نم کے کناروں پہ ٹھہرے ہوئے منظروں کی طرح

رات کی آنکھ سے بہہ گئے خواب بھی ہم بھی

معدوم کی ان سلی نیند میں

یاد کے طاق میں اب تمنا کی لو

کا نشاں تک نہیں

واہمہ سا ہے بس

کوئی آہٹ تھی ہم راہ یا کچھ نہ تھا

خواب ہستی ہمیں اک اذیت بھرے

دام معدومیت کے سوا کچھ نہ تھا

ناہید قمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adam KHwab Ke KHwab Mein

Nahid Qamar

chhan kar dekh li reg-e-dasht-e-ziyan
DhunDh pae na hum dusra aasman
ajnabi mausamon ki uDanon mein TuTe paron ki tarah
hum jiye bhi to kya
kis ne dekha hamein
chashm-e-nam ke kinaron pe Thahre hue manzaron ki tarah
raat ki aankh se bah gae KHwab bhi hum bhi
madum ki an-suli nind mein
yaad ke taq mein ab tamanna ki lo
ka nishan tak nahin
wahima sa hai bas
koi aahaT thi hamrah ya kuchh na tha
KHwab-e-hasti hamein ek aziyyat bhare
dam-e-madumiyat ke siwa kuchh na tha

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adam KHwab Ke KHwab Mein written by Nahid Qamar at UrduPoint. Adam KHwab Ke KHwab Mein is one of the masterpieces written by Nahid Qamar. You can also find the complete poetry collection of Nahid Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nahid Qamar' above.

Adam KHwab Ke KHwab Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Adam KHwab Ke KHwab Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.