Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Moosa

Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Moosa. Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ہر ایک وعدے پہ ان کے یقین لائے ہیں

موسیٰ

ہر ایک وعدے پہ ان کے یقین لائے ہیں

بڑے خلوص سے ہم نے فریب کھائے ہیں

غموں کو دیکھنے والے ہمارا ظرف بھی دیکھ

ہجوم غم میں بھی ہم رہ کے مسکرائے ہیں

اٹھا ہوں بزم سے ان کی تو یوں ہوا محسوس

کہ جیسے خود وہ مرے ساتھ ساتھ آئے ہیں

ہو جیسے قبضے میں دونوں جہاں کا سرمایہ

ہم ان کے درد محبت کو یوں چھپائے ہیں

سوائے ان کے مجھے کچھ نظر نہیں آتا

کچھ اس طرح وہ نظر میں مری سمائے ہیں

فروغ مہر و مہ و انجم و گل و غنچہ

جمال یار کے کتنے حسین سائے ہیں

ہم ایک ذرۂ خاکی میں پھر بھی اے موسیٰؔ

فراز طور سے بجلی چرا کے لائے ہیں

موسیٰ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain

Mohammad Moosa

har ek wade pe un ke yaqin lae hain
baDe KHulus se hum ne fareb khae hain

ghamon ko dekhne wale hamara zarf bhi dekh
hujum-e-gham mein bhi hum rah ke muskurae hain

uTha hun bazm se un ki to yun hua mahsus
ki jaise KHud wo mere sath sath aae hain

ho jaise qabze mein donon jahan ka sarmaya
hum un ke dard-e-mohabbat ko yun chhupae hain

siwae un ke mujhe kuchh nazar nahin aata
kuchh is tarah wo nazar mein meri samae hain

farogh-e-mahr-o-mah-o-anjum-o-gul-o-ghuncha
jamal-e-yar ke kitne hasin sae hain

hum ek zarra-e-KHaki mein phir bhi ai 'musa'
faraaz-e-tur se bijli chura ke lae hain

(729) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Moosa Poetry

دور شباب ظلم و وفا یاد آ گیا

Mohammad Moosa - موسیٰ

Daur-e-shabab Zulm-o-wafa Yaad Aa Gaya

تمہاری یاد مرے دل میں جب کبھی آئی

Mohammad Moosa - موسیٰ

Tumhaari Yaad Mere Dil Mein Jab Kabhi Aai

واہ کیا فیضان چشم نرگس مستانہ تھا

Mohammad Moosa - موسیٰ

Wah Kya Faizan-e-chashm-e-nargis-e-mastana Tha

ہم رہ شوق میں گر گر کے سنبھل جائیں گے

Mohammad Moosa - موسیٰ

Hum Rah-e-shauq Mein Gir Gir Ke Sanbhal Jaenge

اے محبت دیکھ توہین شکیبائی نہ ہو

Mohammad Moosa - موسیٰ

Ai Mohabbat Dekh Tauhin-e-shakebai Na Ho

نہ ہو دل شکستہ کوئی وہ نظام چاہتے ہیں

Mohammad Moosa - موسیٰ

Na Ho Dil-shikasta Koi Wo Nizam Chahte Hain

فضائے دہر میں بے کار دیوانے نہیں آئے

Mohammad Moosa - موسیٰ

Faza-e-dahr Mein Bekar Diwane Nahin Aae

کرم خاص کا اعجاز دکھایا کس نے

Mohammad Moosa - موسیٰ

Karam-e-khas Ka Eajaz Dikhaya Kis Ne

You can read Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain written by Mohammad Moosa at UrduPoint. Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Moosa. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Moosa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Moosa' above.

Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Wade Pe Un Ke Yaqin Lae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.