کب Ú©Ø³Û Ú©Û Ú©ÛÛ Ù¾Ø± ÚÙا آد٠Û
Ù Ø٠د Ú©ÙÛ٠ضÛا
کب Ú©Ø³Û Ú©Û Ú©ÛÛ Ù¾Ø± ÚÙا آد٠Û
ظÙ٠تÙÚº Ù ÛÚº بھٹکتا رÛا آد٠Û
Ûر Ø·Ø±Ø Ú©Ø§ ÛÛاں پر Ù Ùا آد٠Û
ÚÚ¾ÙÙÚÙÛ Ù¾Ø± Ù Ùا ÙÛ Ø¨Ú¾Ùا آد٠Û
اس Ú©Û ÙÛÙ Ù Ùراست ت٠دÛکھ٠ذرا
زÙØ¯Ú¯Û Ú©Ù Ø³Ù Ø¬Ú¾ØªØ§ سزا آد٠Û
اس Ø³Û Ø¨Ø¯ تر Ú©ÙØ¦Û ÙÙ ØÛ ÛÙتا ÙÛÛÚº
Ûار جاتا ÛÛ Ø¬Ø¨ ØÙصÙÛ Ø¢Ø¯Ù Û
آس٠اں Ù¾Ú¾Ù¹ Ú¯Ûا اÙر Ú©Ú¾Ø³Ú©Û Ø²Ù ÛÚº
جب Ú©Ø¨Ú¾Û Ø¨Ù Ú¯Ûا ÛÛ Ø®Ø¯Ø§ آد٠Û
اس Ú©Û Ùطرت Ù ÛÚº پاÙÛ Ú©Û ØªØ§Ø«Ûر ÛÛ
ÚÚ¾ÙÙÚ ÙÛتا ÛÛ Ø®Ùد Ø±Ø§Ø³ØªÛ Ø¢Ø¯Ù Û
سÙÚ¯ Ø¨Ú¾Û Ù ÙÙ Ø¨Ú¾Û Ø®Ø§Ø± Ø¨Ú¾Û Ù¾Ú¾Ù٠بھÛ
Ø¢Ú¯ پاÙÛ ÛÙا خاک کا آد٠Û
٠ت ستا اس Ú©Û Ø¢ÛÙÚº Ø³Û Úر ٠ت ستا
دÛÚ©Ú¾ Ù¾ÛÙÛ Ø³Û ÛÛ Ø¯Ùâ جÙا آد٠Û
زÙØ¯Ú¯Û Ú©Û Ú©Ø¦Û Ø±ÙÚ¯ رÙØ´Ù ÛÙئÛ
جب Ú©Ø³Û Ø¯Ù Ù ÛÚº جا کر بسا آد٠Û
داغ پتھر Ú©Û Ø¨Ú¾Û ØµØ§Ù Û٠جائÛÚº Ú¯Û
آئÛÙÛ Ø¯ÛÚ©Ú¾ ت٠ÙÛ Ø¶ÛØ§Ø Ø¢Ø¯Ù Û
Ù Ø٠د Ú©ÙÛ٠ضÛا
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Kab Kisi Ke Kahe Par Chala Aadmi
Mohammad Kaleem Ziya
zulmaton mein bhaTakta raha aadmi
har tarah ka yahan par mila aadmi
DhunDne par mila na bhala aadmi
us ki fahm-o-farasat to dekho zara
zindagi ko samajhta saza aadmi
us se bad-tar koi lamha hota nahin
haar jata hai jab hausla aadmi
aasman phaT gaya aur khiski zamin
jab kabhi ban gaya hai KHuda aadmi
us ki fitrat mein pani ki tasir hai
DhunD leta hai KHud rasta aadmi
sang bhi mom bhi KHar bhi phul bhi
aag pani hawa KHak ka aadmi
mat sata us ki aahon se Dar mat sata
dekh pahle se hai dil-jala aadmi
zindagi ke kai rang raushan hue
jab kisi dil mein ja kar basa aadmi
dagh patthar ke bhi saf ho jaenge
aaina dekh to le 'ziya' aadmi
(437) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Kab Kisi Ke Kahe Par Chala Aadmi written by Mohammad Kaleem Ziya at UrduPoint. Kab Kisi Ke Kahe Par Chala Aadmi is one of the masterpieces written by Mohammad Kaleem Ziya. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Kaleem Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Kaleem Ziya' above.
Kab Kisi Ke Kahe Par Chala Aadmi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kab Kisi Ke Kahe Par Chala Aadmi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.