Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai, Urdu Ghazal By Maqsood Afaq

Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqsood Afaq. Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ حماقت مرے ادراک پہ چھائی ہوئی ہے

مقصود آفاق

یہ حماقت مرے ادراک پہ چھائی ہوئی ہے

آنسوؤں سے ترے تصویر بنائی ہوئی ہے

عرش ہلنے کا سبب پوچھتے کیا ہو مجھ سے

اک دعا حلقۂ تاثیر میں آئی ہوئی ہے

چاند مدھم ہے دیے چپ ہیں سحر روٹھ گئی

کیا مرے غم میں گرفتار خدائی ہوئی ہے

تم تو بس ترک تعلق کے لیے آ ہی گئے

اب کے اس دل نے مگر بات بڑھائی ہوئی ہے

منکشف ہونے لگا خون ہتھیلی پہ مرے

ایک لڑکی کی ہتھیلی جو حنائی ہوئی ہے

اتنی وحشت کہ ہوس وجد میں آنے سے رہی

اک صدا جانب افلاک سے آئی ہوئی ہے

چھو لوں ہونٹوں سے تو دریا کو بھی صحرا کر دوں

پیاس تیری مرے ہونٹوں پہ سمائی ہوئی ہے

شہر ویران اب آباد ہوا چاہتا ہے

آج اس پنچھی کی پنجرے سے رہائی ہوئی ہے

بارش اشک میں بہہ جائے گا اب شہر کا شہر

آج آفاقؔ کوئی چیز پرائی ہوئی ہے

مقصود آفاق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai

Maqsood Afaq

ye himaqat mere idrak pe chhai hui hai
aansuon se tere taswir banai hui hai

arsh hilne ka sabab puchhte kya ho mujh se
ek dua halqa-e-tasir mein aai hui hai

chand maddham hai diye chup hain sahar ruTh gai
kya mere gham mein giraftar KHudai hui hai

tum to bas tark-e-talluq ke liye aa hi gae
ab ke is dil ne magar baat baDhai hui hai

munkashif hone laga KHun hatheli pe mere
ek laDki ki hatheli jo hinai hui hai

itni wahshat ki hawas wajd mein aane se rahi
ek sada jaanib-e-aflak se aai hui hai

chhu lun honTon se to dariya ko bhi sahra kar dun
pyas teri mere honTon pe samai hui hai

shahar-e-viran ab aabaad hua chahta hai
aaj is panchhi ki pinjre se rihai hui hai

barish-e-ashk mein bah jaega ab shahr ka shahr
aaj 'afaq' koi chiz parai hui hai

(735) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Maqsood Afaq Poetry

ہر قدم ایک قیامت جہاں باور آئے

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Har Qadam Ek Qayamat Jahan Bawar Aae

پوچھے ہے مرا دل تری تنہائی سے کیا کیا

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Puchhe Hai Mera Dil Teri Tanhai Se Kya Kya

لب پہ آیا ہی نہ تھا حرف تمنا کوئی

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Lab Pe Aaya Hi Na Tha Harf-e-tamanna Koi

پچھلے زخموں کا ازالہ نہ ہی وحشت کرے گا

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Pichhle Zakhmon Ka Izala Na Hi Wahshat Karega

تپتے صحرا میں کہیں کوئی شجر آتا ہے

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Tapte Sahra Mein Kahin Koi Shajar Aata Hai

نشاط صحرا نوردی کا حال بولتا ہے

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Nashat-e-sahra-nawardi Ka Haal Bolta Hai

اک گھڑی جذبۂ نفرت کے سوا چاہتی ہے

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Ek Ghadi Jazba-e-nafrat Ke Siwa Chahti Hai

محشر ہجر ترا صورت خس سامنے ہے

Maqsood Afaq - مقصود آفاق

Mahshar-e-hijr Tera Surat-e-khas Samne Hai

You can read Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai written by Maqsood Afaq at UrduPoint. Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai is one of the masterpieces written by Maqsood Afaq. You can also find the complete poetry collection of Maqsood Afaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqsood Afaq' above.

Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Himaqat Mere Idrak Pe Chhai Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.