Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai, Urdu Ghazal By Mahmood Nashtari

Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Nashtari. Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

کسی کی مہربانی ہو گئی ہے

محمود نشتری

کسی کی مہربانی ہو گئی ہے

تمہیں جو بد گمانی ہو گئی ہے

قیامت کی نشانی ہو گئی ہے

جدھر دیکھو گرانی ہو گئی ہے

خوشی ہونے لگی ہے حادثوں سے

طبیعت امتحانی ہو گئی ہے

محبت جس جگہ تھی رقص فرما

حویلی وہ پرانی ہو گئی ہے

جسے دیکھو وہی سہما ہوا ہے

اگرچہ رت سہانی ہو گئی ہے

ہمارا گھر جلا کر بجلیوں کو

میسر شادمانی ہو گئی ہے

کسی کی یاد کا عالم نہ پوچھو

شریک زندگانی ہو گئی ہے

جسے محمودؔ سننا چاہتے تھے

مکمل وہ کہانی ہو گئی ہے

محمود نشتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai

Mahmood Nashtari

kisi ki mehrbani ho gai hai
tumhein jo bad-gumani ho gai hai

qayamat ki nishani ho gai hai
jidhar dekho girani ho gai hai

KHushi hone lagi hai hadson se
tabiat imtihani ho gai hai

mohabbat jis jagah thi raqs-farma
haweli wo purani ho gai hai

jise dekho wahi sahma hua hai
agarche rut suhani ho gai hai

hamara ghar jala kar bijliyon ko
mayassar shadmani ho gai hai

kisi ki yaad ka aalam na puchho
sharik-e-zindagani ho gai hai

jise 'mahmud' sunna chahte the
mukammal wo kahani ho gai hai

(673) ووٹ وصول ہوئے

More Mahmood Nashtari Poetry

طلب کیا ہے ہمیں وقت نے طلب کی طرح

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Talab Kiya Hai Hamein Waqt Ne Talab Ki Tarah

محو حیرت ہوں مرا خار نے رستہ دیکھا

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Mahw-e-hairat Hun Mera Khaar Ne Rasta Dekha

گلشن ہے لالہ زار چلو چل کے دیکھ لیں

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Gulshan Hai Lala-zar Chalo Chal Ke Dekh Len

قیامت خیز منظر مانگتا ہے

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Qayamat-khez Manzar Mangta Hai

آپ کا جس راستے میں نقش پا مل جائے گا

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Aap Ka Jis Raste Mein Naqsh-e-pa Mil Jaega

دل شاد نہیں کرتے آباد نہیں کرتے

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Dil Shad Nahin Karte Aabaad Nahin Karte

مثال اپنی بڑی بے نظیر رکھتا ہوں

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Misal Apni Badi Be-nazir Rakhta Hun

جہان درد و غم ہے اور میں ہوں

Mahmood Nashtari - محمود نشتری

Jahan-e-dard-o-gham Hai Aur Main Hun

You can read Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai written by Mahmood Nashtari at UrduPoint. Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai is one of the masterpieces written by Mahmood Nashtari. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Nashtari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Nashtari' above.

Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ki Mehrbani Ho Gai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.