Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae, Urdu Ghazal By Mahirul Qadri

Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahirul Qadri. Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

کچھ اس طرح نگاہ سے اظہار کر گئے

ماہر القادری

کچھ اس طرح نگاہ سے اظہار کر گئے

جیسے وہ مجھ کو واقف اسرار کر گئے

اقرار کر دیا کبھی انکار کر گئے

بے خود بنا دیا کبھی ہشیار کر گئے

یکتائی جمال کی حیرت نہ پوچھئے

ہر ماسوا کے وہم سے بے زار کر گئے

کچھ اس ادا سے جلوۂ معنی کی شرح کی

میرے خیال و فکر کو بے کار کر گئے

اللہ رے ان کے جلوۂ رنگیں کی فطرتیں

سارے جہاں کو نقش بہ دیوار کر گئے

وعدے کا ان کے ذکر ہی ماہرؔ فضول ہے

تم کیا کرو گے وہ اگر انکار کر گئے

ماہر القادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae

Mahirul Qadri

kuchh is tarah nigah se izhaar kar gae
jaise wo mujh ko waqif-e-asrar kar gae

iqrar kar diya kabhi inkar kar gae
be-KHud bana diya kabhi hushyar kar gae

yak-tai-e-jamal ki hairat na puchhiye
har ma-siwa ke wahm se be-zar kar gae

kuchh is ada se jalwa-e-mani ki sharh ki
mere KHayal-o-fikr ko bekar kar gae

allah re un ke jalwa-e-rangin ki fitraten
sare jahan ko naqsh-ba-diwar kar gae

wade ka un ke zikr hi 'mahir' fuzul hai
tum kya karoge wo agar inkar kar gae

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mahirul Qadri Poetry

ابتدا وہ تھی کہ جینے کے لیے مرتا تھا میں (ردیف .. ی)

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Ibtida Wo Thi Ki Jine Ke Liye Marta Tha Main

ہر نفس میں دل کی بیتابی بڑھاتے جائیے

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Har Nafas Mein Dil Ki Betabi Badhate Jaiye

نقاب رخ اٹھایا جا رہا ہے

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Naqab-e-rukh Uthaya Ja Raha Hai

احساس خوشی مٹ جاتا ہے افسردہ طبیعت ہوتی ہے

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Ehsas-e-khushi Mit Jata Hai Afsurda Tabiat Hoti Hai

پروانے آ ہی جائیں گے کھنچ کر بہ جبر عشق (ردیف .. ے)

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Parwane Aa Hi Jaenge Khinch Kar Ba-jabr-e-ishq

دل میں اب آواز کہاں ہے

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Dil Mein Ab Aawaz Kahan Hai

کسی کی بے رخی کا غم نہیں ہے

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Kisi Ki Be-rukhi Ka Gham Nahin Hai

ان کی خوشی یہی ہے تو اچھا یونہی سہی

Mahirul Qadri - ماہر القادری

Unki Khushi Yahi Hai To Achchha Yunhi Sahi

You can read Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae written by Mahirul Qadri at UrduPoint. Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae is one of the masterpieces written by Mahirul Qadri. You can also find the complete poetry collection of Mahirul Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahirul Qadri' above.

Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Is Tarah Nigah Se Izhaar Kar Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.