Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota, Urdu Ghazal By Kokab Muradabadi

Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kokab Muradabadi. Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

اس پہ کچھ بھی اثر نہیں ہوتا

کوکب مرادآبادی

اس پہ کچھ بھی اثر نہیں ہوتا

بے خبر با خبر نہیں ہوتا

دل میں کب جلوہ گر نہیں ہوتا

کب وہ پیش نظر نہیں ہوتا

تجھ سے دل بے خبر نہیں ہوتا

نہیں ہوتا مگر نہیں ہوتا

کیا کٹھن منزل محبت ہے

خضر بھی ہم سفر نہیں ہوتا

حال مہجور پوچھتے کیا ہو

ہوش دودو پہر نہیں ہوتا

کیا کہوں بدگمانیاں دل کی

اعتبار نظر نہیں ہوتا

اس پہ رحمت کو ناز ہوتا ہے

جس دعا میں اثر نہیں ہوتا

پھر دوبارہ نظر نہیں اٹھتی

عشق بار دگر نہیں ہوتا

نور کوکبؔ نے وہ ضیا پائی

کہ مقابل قمر نہیں ہوتا

کوکب مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota

Kokab Muradabadi

us pe kuchh bhi asar nahin hota
be-KHabar ba-KHabar nahin hota

dil mein kab jalwa-gar nahin hota
kab wo pesh-e-nazar nahin hota

tujh se dil be-KHabar nahin hota
nahin hota magar nahin hota

kya kaThin manzil-e-mohabbat hai
KHizr bhi ham-safar nahin hota

haal-e-mahjur puchhte kya ho
hosh do-do pahar nahin hota

kya kahun bad-gumaniyan dil ki
etibar-e-nazar nahin hota

us pe rahmat ko naz hota hai
jis dua mein asar nahin hota

phir dobara nazar nahin uThti
ishq bar-e-digar nahin hota

nur-e-'kaukab' ne wo ziya pai
ki muqabil qamar nahin hota

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kokab Muradabadi Poetry

محبت چارہ ساز درد فرقت ہوتی جاتی ہے

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Mohabbat Chaara-saz-e-dard-e-furqat Hoti Jati Hai

سخت دشوار ہے آساں کوئی مشکل ہونا

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Sakht Dushwar Hai Aasan Koi Mushkil Hona

دیکھنے والے بہار گلستاں دیکھا کئے

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Dekhne Wale Bahaar-e-gulsitan Dekha Kiye

عشق صادق ان کو بھی کر دے نہ دیوانہ کہیں

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Ishq-e-sadiq Un Ko Bhi Kar De Na Diwana Kahin

ضبط الم نے درد کو درماں بنا دیا

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Zabt-e-alam Ne Dard Ko Darman Bana Diya

درد دل ہی میں نہاں ہے درد دل کا راز بھی

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Dard-e-dil Hi Mein Nihan Hai Dard-e-dil Ka Raaz Bhi

اس پہ کچھ بھی اثر نہیں ہوتا

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota

لے لیا دل یہ دل لگی کیا ہے

Kokab Muradabadi - کوکب مرادآبادی

Le Liya Dil Ye Dil-lagi Kya Hai

You can read Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota written by Kokab Muradabadi at UrduPoint. Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota is one of the masterpieces written by Kokab Muradabadi. You can also find the complete poetry collection of Kokab Muradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kokab Muradabadi' above.

Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Pe Kuchh Bhi Asar Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.