Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain, Urdu Ghazal By Kausar Siwani

Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kausar Siwani. Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

موت کو زیست کی منزل کا پتا کہتے ہیں

کوثر سیوانی

موت کو زیست کی منزل کا پتا کہتے ہیں

رہرو عشق فنا کو بھی بقا کہتے ہیں

اہل وحشت کا نہ کچھ پوچھیے کیا کہتے ہیں

وہ تو اپنا بھی کہا ان کا کہا کہتے ہیں

ان کے کردار کی عظمت کو بھلا کیا کہیے

اتنے اچھے ہیں کہ اچھوں کو برا کہتے ہیں

قید گفتار بھی ہے بندش رفتار بھی ہے

ایسے ماحول کو زندان بلا کہتے ہیں

بے صدا بربط خاموش کو کہنے والو

سننے والے تو خموشی کو صدا کہتے ہیں

جو گھٹا چھا کے نہ برسے وہ گھٹا کیا ہے گھٹا

ہاں اگر ٹوٹ کے برسے تو گھٹا کہتے ہیں

اہل حق دیکھ کے آئینۂ ہستی کوثرؔ

عکس کا حال جو کہتے ہیں بجا کہتے ہیں

کوثر سیوانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain

Kausar Siwani

maut ko zist ki manzil ka pata kahte hain
rah-raw-e-ishq fana ko bhi baqa kahte hain

ahl-e-wahshat ka na kuchh pochhiye kya kahte hain
wo to apna bhi kaha un ka kaha kahte hain

un ke kirdar ki azmat ko bhala kya kahiye
itne achchhe hain ki achchhon ko bura kahte hain

qaid-e-guftar bhi hai bandish-e-raftar bhi hai
aise mahaul ko zindan-e-bala kahte hain

be-sada barbat-e-KHamosh ko kahne walo
sunne wale to KHamoshi ko sada kahte hain

jo ghaTa chha ke na barse wo ghaTa kya hai ghaTa
han agar TuT ke barse to ghaTa kahte hain

ahl-e-haq dekh ke aaina-e-hasti 'kausar'
aks ka haal jo kahte hain baja kahte hain

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kausar Siwani Poetry

کھل گیا عقدۂ ہستی تو کفن مانگ لیا

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Khul Gaya Uqda-e-hasti To Kafan Mang Liya

حریفوں کی طرف داری سے اپنا پن کا دم ٹوٹا

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Harifon Ki Taraf-dari Se Apna-pan Ka Dam Tuta

بھٹک جاتے ہیں رہبر رہبری میں

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Bhatak Jate Hain Rahbar Rahbari Mein

زندگی کچھ تو بھرم رکھ لے وفاداری کا (ردیف .. ت)

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Zindagi Kuchh To Bharam Rakh Le Wafadari Ka

چھائی ہے قیامت کی گھٹا دیکھیے کیا ہو

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Chhai Hai Qayamat Ki Ghata Dekhiye Kya Ho

سلا کر تیز دھاروں کو کنارو تم نہ سو جانا

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Sula Kar Tez Dhaaron Ko Kinaro Tum Na So Jaana

ساحل پہ کیا ہے بحر کے اندر تلاش کر

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Sahil Pe Kya Hai Bahar Ke Andar Talash Kar

تنور وقت کی حدت سے ڈر گئے ہم بھی

Kausar Siwani - کوثر سیوانی

Tanur-e-waqt Ki Hiddat Se Dar Gae Hum Bhi

You can read Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain written by Kausar Siwani at UrduPoint. Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain is one of the masterpieces written by Kausar Siwani. You can also find the complete poetry collection of Kausar Siwani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kausar Siwani' above.

Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Ko Zist Ki Manzil Ka Pata Kahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.