Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa, Urdu Ghazal By Kamil Akhtar

Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamil Akhtar. Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

گرچہ میں بن کے ہوا تیز بہت تیز اڑا

کامل اختر

گرچہ میں بن کے ہوا تیز بہت تیز اڑا

وہ بگولا تھا مگر میرے تعاقب میں رہا

مجھ سے کتنوں کو اسی دن کی شکایت ہوگی

ایک میں ہی نہیں جس پر یہ کڑا وقت پڑا

اور تاریک مری راہ گزر کو کر دے

تو مگر اپنی تمنا کے ستارے نہ بجھا

اب تو ہر وقت وہی اتنا رلاتا ہے مجھے

جس کو جاتے ہوئے میں دیکھ کے رو بھی نہ سکا

تم سے چاہا تھا بہت ترک تعلق کر لوں

جانے کیوں مجھ سے مری جاں کبھی ایسا نہ ہوا

عمر بھر یاد رہا اپنی وفاؤں کی طرح

ایک وہ عہد جسے آپ نے پورا نہ کیا

کوئی سورج تو ملے کوئی سہارا تو بنے

چاند کا ہاتھ مرے ہاتھ سے پھر چھوٹ گیا

کامل اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa

Kamil Akhtar

garche main ban ke hawa tez bahut tez uDa
wo bagula tha magar mere taaqub mein raha

mujh se kitnon ko usi din ki shikayat hogi
ek main hi nahin jis par ye kaDa waqt paDa

aur tarik meri rahguzar ko kar de
tu magar apni tamanna ke sitare na bujha

ab to har waqt wahi itna rulata hai mujhe
jis ko jate hue main dekh ke ro bhi na saka

tum se chaha tha bahut tark-e-talluq kar lun
jaane kyun mujh se meri jaan kabhi aisa na hua

umr bhar yaad raha apni wafaon ki tarah
ek wo ahd jise aap ne pura na kiya

koi suraj to mile koi sahaara to bane
chand ka hath mere hath se phir chhuT gaya

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kamil Akhtar Poetry

رتوں کے رنگ بدلتے ہوئے بھی بنجر ہے

Kamil Akhtar - کامل اختر

Ruton Ke Rang Badalte Hue Bhi Banjar Hai

گرچہ میں بن کے ہوا تیز بہت تیز اڑا

Kamil Akhtar - کامل اختر

Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez Uda

اکثر اسی خیال نے مایوس کر دیا

Kamil Akhtar - کامل اختر

Aksar Isi Khayal Ne Mayus Kar Diya

منظروں کی بھیڑ ایسی تو کبھی دیکھی نہ تھی

Kamil Akhtar - کامل اختر

Manzaron Ki Bhid Aisi To Kabhi Dekhi Na Thi

اب تو ہر وقت وہی اتنا رلاتا ہے مجھے

Kamil Akhtar - کامل اختر

Ab To Har Waqt Wahi Itna Rulata Hai Mujhe

رتوں کے رنگ بدلتے ہوئے بھی بنجر ہے

Kamil Akhtar - کامل اختر

Ruton Ke Rang Badalte Hue Bhi Banjar Hai

دن کا لباس درد تھا وہ تو پہن چکے

Kamil Akhtar - کامل اختر

Din Ka Libas-e-dard Tha Wo To Pahan Chuke

منظروں کی بھیڑ ایسی تو کبھی دیکھی نہ تھی

Kamil Akhtar - کامل اختر

Manzaron Ki Bhid Aisi To Kabhi Dekhi Na Thi

You can read Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa written by Kamil Akhtar at UrduPoint. Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa is one of the masterpieces written by Kamil Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Kamil Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamil Akhtar' above.

Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Garche Main Ban Ke Hawa Tez Bahut Tez UDa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.