Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin, Urdu Ghazal By Iqbal Sohail

Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Sohail. Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

زنداں نصیب ہوں مرے قابو میں سر نہیں

اقبال سہیل

زنداں نصیب ہوں مرے قابو میں سر نہیں

میرا سجود ان کے لیے معتبر نہیں

کیا ہے فریب نرگس غماز اگر نہیں

بے وجہ تو کشاکش قلب و جگر نہیں

تقسیم گل پہ بحث عنادل میں چھڑ گئی

گلزار لٹ رہا ہے کچھ اس کی خبر نہیں

لذت شناس غم کو ہے اظہار غم حرام

روتا ہوں اور دامن مژگاں بھی تر نہیں

میرے سجود شوق سے ہو جائے بے نیاز

اتنا بلند حوصلۂ سنگ در نہیں

یوں باغباں نے ہمت پرواز چھین لی

ایسی بھری بہار ہے اور ایک پر نہیں

تحسین ناشناس کا بھوکا نہیں سہیلؔ

میں آبرو فروش متاع ہنر نہیں

اقبال سہیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin

Iqbal Sohail

zindan-nasib hun mere qabu mein sar nahin
mera sujud un ke liye mo'atabar nahin

kya hai fareb nargas-e-ghammaz agar nahin
be-wajh tu kashakash-e-qalb-o-jigar nahin

taqsim-e-gul pe bahs anadil mein chhiD gai
gulzar luT raha hai kuchh us ki KHabar nahin

lazzat-shanas-e-gham ko hai izhaar-e-gham haram
rota hun aur daman-e-mizhgan bhi tar nahin

mere sujud-e-shauq se ho jae be-niyaz
itna buland hausla-e-sang-e-dar nahin

yun baghban ne himmat-e-parwaz chhin li
aisi bhari bahaar hai aur ek par nahin

tahsin-e-na-shanas ka bhuka nahin 'suhail'
main aabru-farosh-e-mata-e-hunar nahin

(658) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Iqbal Sohail Poetry

جو تصور سے ماورا نہ ہوا

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Jo Tasawwur Se Mawara Na Hua

زنداں نصیب ہوں مرے قابو میں سر نہیں

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin

حسن فطرت کی آبرو مجھ سے

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Husn-e-fitrat Ki Aabru Mujhse

صدا فریاد کی آئے کہیں سے

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Sada Fariyaad Ki Aae Kahin Se

کچھ ایسا ہے فریب نرگس مستانہ برسوں سے

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Kuchh Aisa Hai Fareb-e-nargis-e-mastana Barson Se

نہ رہا ذوق رنگ و بو مجھ کو

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Na Raha Zauq-e-rang-o-bu Mujhko

اسیروں میں بھی ہو جائیں جو کچھ آشفتہ سر پیدا

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Asiron Mein Bhi Ho Jaen Jo Kuchh Aashufta-sar Paida

پیغام رہائی دیا ہر چند قضا نے

Iqbal Sohail - اقبال سہیل

Paigham-e-rihai Diya Har Chand Qaza Ne

You can read Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin written by Iqbal Sohail at UrduPoint. Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin is one of the masterpieces written by Iqbal Sohail. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Sohail by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Sohail' above.

Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindan-nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.