Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar

Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar. Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

یہ نہیں پہلے تری یاد سے نسبت کم تھی

اقبال اشہر

یہ نہیں پہلے تری یاد سے نسبت کم تھی

ماجرا یہ تھا کہ احساس میں شدت کم تھی

کس لیے چھین لیا تو نے غزالوں کا سکون

اس خرابے کے لیے کیا مری وحشت کم تھی

ویسے بھی اس سے کوئی ربط نہ رکھا میں نے

یوں بھی دنیا میں کشش تیری بہ نسبت کم تھی

تیرے کردار کو اتنا تو شرف حاصل ہے

تو نہیں تھا تو کہانی میں حقیقت کم تھی

ہم تو اس وقت بھی روشن تھے کسی گوشے میں

جب زمانے کو چراغوں کی ضرورت کم تھی

اقبال اشہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi

Iqbal Ashhar

ye nahin pahle teri yaad se nisbat kam thi
majra ye tha ki ehsas mein shiddat kam thi

kis liye chhin liya to ne ghazalon ka sukun
is KHarabe ke liye kya meri wahshat kam thi

waise bhi us se koi rabt na rakkha main ne
yun bhi duniya mein kashish teri ba-nisbat kam thi

tere kirdar ko itna to sharaf hasil hai
tu nahin tha to kahani mein haqiqat kam thi

hum to us waqt bhi raushan the kisi goshe mein
jab zamane ko charaghon ki zarurat kam thi

(839) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Iqbal Ashhar Poetry

ویسے بھی اس سے کوئی ربط نہ رکھا میں نے

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Waise Bhi Us Se Koi Rabt Na Rakkha Maine

کسی کو کھو کے پا لیا کسی کو پا کے کھو دیا

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Kisi Ko Kho Ke Pa Liya Kisi Ko Pa Ke Kho Diya

راستہ بھول گیا ایک ستارہ اپنا

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Rasta Bhul Gaya Ek Sitara Apna

اردو

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Urdu

سنو سمندر کی شوخ لہرو ہوائیں ٹھہری ہیں تم بھی ٹھہرو

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Suno Samundar Ki Shokh Lahro Hawaen Thahri Hain Tum Bhi Thahro

سبھی اپنے نظر آتے ہیں بظاہر لیکن

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Sabhi Apne Nazar Aate Hain Ba-zahir Lekin

لے گئیں دور بہت دور ہوائیں جس کو

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Le Gain Dur Bahut Dur Hawaen Jis Ko

پیاس کے بیدار ہونے کا کوئی رستہ نہ تھا

Iqbal Ashhar - اقبال اشہر

Pyas Ke Bedar Hone Ka Koi Rasta Na Tha

You can read Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi written by Iqbal Ashhar at UrduPoint. Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar' above.

Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.