آسÛب کا ÙØشت Ú©Û Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù¾Û Ø§Ø¬Ø§Ø±Ø§ ÛÛ
ع٠را٠عظÛÙ
آسÛب کا ÙØشت Ú©Û Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù¾Û Ø§Ø¬Ø§Ø±Ø§ ÛÛ
تارÛÚ© Ù Ùاظر ÛÛÚº جگÙÙ ÛÛ ÙÛ ØªØ§Ø±Ø§ ÛÛ
Ú©Ûا رت ÛÛ Ú©ÙØ¦Û Ù¾ÙÚÚ¾Û Ø´Ø§Ø®ÙÚº Ù¾Û ÙÛÛÚº آتا
ساکت ÛÛÚº شجر Ø³Ø§Ø±Û Ø¨Û Ø±ÙÚ¯ Ùظارا ÛÛ
جب Ø´Ûر Ù ÛÚº Ø¢Ûا ÛÛ Ù Ø¬Ú¾ Ø³Û Ø¨Ú¾Û Ù ÙÛ Ú¯Ø§ ÙÛ
اس آس Ù ÛÚº Ø®Ùد Ú©Ù Ø¨Ú¾Û Ú¯Ú¾Ø± Ú©Ù Ø¨Ú¾Û Ø³ÙÙارا ÛÛ
Ú©ÚÚ¾ اشک Ø§Ø¯Ø§Ø³Û Ú©Û ÛÙ Ø±Ø§Û Ù Ø³Ø§Ùر ÛÛÚº
درÛا Ù ÛÚº تغاÙÙ Ú©Û ÚاÛت کا شکارا ÛÛ
بھرپÙر تعÙ٠کا دعÙÛÙ° ت٠ÙÛÛÚº کرتÛ
Ú©ÚÚ¾ ÛÙ Ø¨Ú¾Û Ø§Ø³Û Ú©Û ÛÛÚº Ú©ÚÚ¾ ÙÛ Ø¨Ú¾Û Û٠ارا ÛÛ
د٠بھر کا تھکا Ûارا پھر گھر Ú©Û Ø·Ø±Ù Ù¾Ùٹا
Ø®ÙØ´ رÙÚ¯ ت٠Ùا ÙÛ Ûر شا٠پکارا ÛÛ
ع٠را٠عظÛÙ
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai
Imran Azeem
tarik manazir hain jugnu hai na tara hai
kya rut hai koi panchhi shaKHon pe nahin aata
sakit hain shajar sare be-rang nazara hai
jab shahr mein aaya hai mujh se bhi milega wo
is aas mein KHud ko bhi ghar ko bhi sanwara hai
kuchh ashk udasi ke hamrah musafir hain
dariya mein taghaful ke chahat ka shikara hai
bharpur talluq ka dawa to nahin karte
kuchh hum bhi usi ke hain kuchh wo bhi hamara hai
din bhar ka thaka haara phir ghar ki taraf palTa
KHush-rang tamanna ne har sham pukara hai
(587) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai written by Imran Azeem at UrduPoint. Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai is one of the masterpieces written by Imran Azeem. You can also find the complete poetry collection of Imran Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imran Azeem' above.
Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaseb Ka Wahshat Ke Aankhon Pe Ijara Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.