اتÙÛ Ø³Û Ø§Ø³ جÛاں Ú©Û ØÙÛÙت ÛÛ Ø§Ùر بس
ØسÛ٠سØر
اتÙÛ Ø³Û Ø§Ø³ جÛاں Ú©Û ØÙÛÙت ÛÛ Ø§Ùر بس
Ú¯Ùتار زÛر Ùب ÛÛ Ø³Ù Ø§Ø¹Øª ÛÛ Ø§Ùر بس
Ú©ÛÙÚº آشÙØ§Ø¦Û ÚØ´Ù Û٠دÛدار Øس٠کا
ÛÛ Ú¯Ø±ÛÛ Ø¢Ø²Ù Ø§Ø¦Û ØªÙ Ø¹Ø§Ø¯Øª ÛÛ Ø§Ùر بس
اتÙÛ Ø³Û Ø¬Ø±Ù Ù¾Ø± ت٠ÙÛ Ù Ø¬Ú¾ Ú©Ù ØªØ¨Ø§Û Ø±Ú©Ú¾
تھÙÚÛ Ø³Û Ù Ø¬Ú¾ Ù ÛÚº تÛØ±Û Ø´Ø¨Ø§Ûت ÛÛ Ø§Ùر بس
اس ک٠جزا سزا Ú©Û Ù Ø±Ø§ØÙ Ù ÛÚº Ø¯Û Ø¯Ûا
جس پاس اÛÚ© ع٠ر Ú©Û Ù ÛÙت ÛÛ Ø§Ùر بس
Ø¢Ûا ج٠دÙر دشت اÚاÙÚ© ÛÛ Ø³Ø§Ù ÙÛ
اÛسا Ùگا Ú©Û ØªÛØ±Û Ø§Ø¬Ø§Ø²Øª ÛÛ Ø§Ùر بس
ÛÙ ÙÛ Ú©Ûا Ú©Û Ø®ØªÙ ÛÙØ¦Û Ø³Ø¨ ٠عا٠Ùات
د٠ÙÛ Ú©Ûا Ú©Û Ú©Ûا ÛÛØ ÙÛا٠ت ÛÛ! اÙر بس
آئÛÙÛ Ø¯Ø§Ø± ÛÙÚº Ú©Û ØªØ±Ø§ Ù¾Ø±Ø¯Û Ø¯Ø§Ø± ÛÙÚº
Ù¾ÛØ´ ÙÚ¯Ø§Û ØªÛØ±Û Ù Øبت ÛÛ Ø§Ùر بس
ØسÛ٠سØر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas
Hussain Sahar
guftar zer-e-lab hai samaat hai aur bas
kyun aashna-e-chashm ho didar-e-husn ka
ye girya-azmai to aadat hai aur bas
itne se jurm par to na mujh ko tabah rakh
thoDi si mujh mein teri shabahat hai aur bas
us ko jaza saza ke marahil mein de diya
jis pas ek umr ki mohlat hai aur bas
aaya jo daur-e-dasht achanak hi samne
aisa laga ki teri ijazat hai aur bas
hum ne kaha ki KHatm hue sab muamalat
dil ne kaha ki kya hai? qayamat hai! aur bas
aaina-dar hon ki tera parda-dar hon
pesh-e-nigah teri mohabbat hai aur bas
(1098) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas written by Hussain Sahar at UrduPoint. Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas is one of the masterpieces written by Hussain Sahar. You can also find the complete poetry collection of Hussain Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Sahar' above.
Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas is a widely read Urdu Ghazal. If you like Itni Si Is Jahan Ki Haqiqat Hai Aur Bas, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.