Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete, Urdu Ghazal By Haseeb Soz

Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haseeb Soz. Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

شوق سے آپ یہ انگریزی دوا بھی لیتے

حسیب سوز

شوق سے آپ یہ انگریزی دوا بھی لیتے

ہم فقیروں سے مگر تھوڑی دعا بھی لیتے

اس لئے ہنسنے ہنسانے کی بنا لی عادت

میں جو روتا تو کئی لوگ مزا بھی لیتے

تیرے بکنے کی خبر کاش کہ پہلے ہوتی

اتنی دولت تو مری جان کما بھی لیتے

اب کوئی بیس برس بعد یہ احساس ہوا

چاہتے ہم تو کہیں ہاتھ چھڑا بھی لیتے

اس قدر بوجھ تھا دل پر ہمیں مرنا ہی پڑا

زہر تھوڑا سا جو ہوتا تو پچا بھی لیتے

حسیب سوز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete

Haseeb Soz

shauq se aap ye angrezi dawa bhi lete
hum faqiron se magar thoDi dua bhi lete

is liye hansne-hansane ki bana li aadat
main jo rota to kai log maza bhi lete

tere bikne ki KHabar kash ki pahle hoti
itni daulat to meri jaan kama bhi lete

ab koi bis baras baad ye ehsas hua
chahte hum to kahin hath chhuDa bhi lete

is qadar bojh tha dil par hamein marna hi paDa
zahr thoDa sa jo hota to pacha bhi lete

(963) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Haseeb Soz Poetry

یہ بد نصیبی نہیں ہے تو اور پھر کیا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Ye Bad-nasibi Nahin Hai To Aur Phir Kya Hai

خود کو اتنا جو ہوا دار سمجھ رکھا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Khud Ko Itna Jo Hawa-dar Samajh Rakkha Hai

یہاں مضبوط سے مضبوط لوہا ٹوٹ جاتا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Yahan Mazbut Se Mazbut Loha Tut Jata Hai

وہ ایک رات کی گردش میں اتنا ہار گیا

Haseeb Soz - حسیب سوز

Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya

امیر شہر سے مل کر سزائیں ملتی ہیں

Haseeb Soz - حسیب سوز

Amir-e-shahr Se Mil Kar Sazaen Milti Hain

شوق سے آپ یہ انگریزی دوا بھی لیتے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete

ہمارے دوستوں میں کوئی دشمن ہو بھی سکتا ہے

Haseeb Soz - حسیب سوز

Hamare Doston Mein Koi Dushman Ho Bhi Sakta Hai

اب اسے چھوڑ کے جانا بھی نہیں چاہتے ہم

Haseeb Soz - حسیب سوز

Ab Use Chhod Ke Jaana Bhi Nahin Chahte Hum

You can read Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete written by Haseeb Soz at UrduPoint. Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete is one of the masterpieces written by Haseeb Soz. You can also find the complete poetry collection of Haseeb Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haseeb Soz' above.

Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shauq Se Aap Ye Angrezi Dawa Bhi Lete, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.