Zikr Us Raat Se Hai Wabasta, Urdu Ghazal By Hajra Noor Zaryab

Zikr Us Raat Se Hai Wabasta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hajra Noor Zaryab. Zikr Us Raat Se Hai Wabasta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zikr Us Raat Se Hai Wabasta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

ذکر اس رات سے ہے وابستہ

ہاجرہ نور زریاب

ذکر اس رات سے ہے وابستہ

جو تری ذات سے ہے وابستہ

جیت میری فقط مری تو نہیں

یہ تری مات سے ہے وابستہ

آنکھ سے لے کے دل تلک کا سفر

انکشافات سے ہے وابستہ

کوئی تو ہے جو تیری آنکھوں کے

ان اشارات سے ہے وابستہ

میرے اشعار میں ترا پیکر

استعارات سے ہے وابستہ

فکر اب تک تری کہانی کے

اقتباسات سے ہے وابستہ

تھیں مری آنکھ میں کبھی کرنیں

اب جو برسات سے ہے وابستہ

ہجر کے موڑ پر جمی ہے نظر

اور لمحات سے ہے وابستہ

کس کی آمد ہے آج جو زریابؔ

انتظامات سے ہے وابستہ

ہاجرہ نور زریاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zikr Us Raat Se Hai Wabasta

Hajra Noor Zaryab

zikr us raat se hai wabasta
jo teri zat se hai wabasta

jit meri faqat meri to nahin
ye teri mat se hai wabasta

aankh se le ke dil talak ka safar
inkishafat se hai wabasta

koi to hai jo teri aankhon ke
in ishaaraat se hai wabasta

mere ashaar mein tera paikar
istiaraat se hai wabasta

fikr ab tak teri kahani ke
iqtibasat se hai wabasta

thin meri aankh mein kabhi kirnen
ab jo barsat se hai wabasta

hijr ke moD par jami hai nazar
aur lamhat se hai wabasta

kis ki aamad hai aaj jo 'zaryab'
intizamat se hai wabasta

(953) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Hajra Noor Zaryab Poetry

زندگی کے لیے اتنا بھی کیا حیراں ہونا

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Zindagi Ke Liye Itna Bhi Kya Hairan Hona

شوق دیدار مرا اور بھی افزا نہ کریں

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Shauq-e-didar Mera Aur Bhi Afza Na Karen

نہیں آؤ کہ اب آواز پا سے چوٹ لگتی ہے

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Nahin Aao Ki Ab Aawaz-e-pa Se Chot Lagti Hai

تری چاہت کی عادی ہو گئی ہوں

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Teri Chahat Ki Aadi Ho Gai Hun

سچ پہ ہی ثابت قدم ٹھہری تھی میں

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main

مدتوں سے اداس بیٹھی ہوں

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Muddaton Se Udas Baithi Hun

حیات اپنی سنواروں کھلی کتاب کروں

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Hayat Apni Sanwarun Khuli Kitab Karun

عورت

Hajra Noor Zaryab - ہاجرہ نور زریاب

Aurat

You can read Zikr Us Raat Se Hai Wabasta written by Hajra Noor Zaryab at UrduPoint. Zikr Us Raat Se Hai Wabasta is one of the masterpieces written by Hajra Noor Zaryab. You can also find the complete poetry collection of Hajra Noor Zaryab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hajra Noor Zaryab' above.

Zikr Us Raat Se Hai Wabasta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zikr Us Raat Se Hai Wabasta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.