Ù ÛØ±Û Ø§Ø³ Ú©Û Ø¯Ø±Ù Ûاں ج٠ÙاصÙÛ Ø±Ú©Ú¾Ø§ Ú¯Ûا
ØÛدر ÙرÛØ´Û
Ù ÛØ±Û Ø§Ø³ Ú©Û Ø¯Ø±Ù Ûاں ج٠ÙاصÙÛ Ø±Ú©Ú¾Ø§ Ú¯Ûا
اس Ú©Û Ø·Û Ú©Ø±ÙÛ Ú©Ù Ø¨Ú¾Û Ø§Ú© Ø±Ø§Ø³ØªÛ Ø±Ú©Ú¾Ø§ Ú¯Ûا
عکس کھ٠جائÛÚº اگر ÛÙکا سا Ú©Ùکر Ø¨Ú¾Û Ú¯Ø±Û
پاÙÛÙÚº Ù ÛÚº اÛÚ© اÛسا آئÙا رکھا Ú¯Ûا
سب تÙØ§Ø¶Û ÙÛØ³Û Ù¾ÙØ±Û ÛÙ Ú¯Ø¦Û Ø§Ùصا٠کÛ
بس ÙÙØ· Ù ØÙÙظ Ù Ûرا ÙÛصÙÛ Ø±Ú©Ú¾Ø§ Ú¯Ûا
ÙØ§Ø±Ø³Ø§Ø¦Û Ú©Û Ø§Ø°Ûت ÛÛ Ø±ÛÛ Ø§Ù¾Ùا ÙصÛب
Ù Ù Ú¯Ø¦Û Ø±ÙØÛÚº ت٠جس٠ÙÚº ک٠جدا رکھا Ú¯Ûا
بھر Ú©Û Ø¢ÙÚ©Ú¾ÙÚº Ù ÛÚº سÙÚ¯ØªÛ Ø®Ùاب اس Ú©Û Ûاد Ú©Û
٠جھ ک٠سÙØªÛ Ù ÛÚº Ø¨Ú¾Û ØÛØ¯Ø±Ø Ø¬Ø§Ú¯ØªØ§ رکھا Ú¯Ûا
ØÛدر ÙرÛØ´Û
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya
Haidar Qureshi
us ke tai karne ko bhi ek rasta rakkha gaya
aks kho jaen agar halka sa kankar bhi gire
paniyon mein ek aisa aaina rakkha gaya
sab taqaze waise pure ho gae insaf ke
bas faqat mahfuz mera faisla rakkha gaya
na-rasai ki aziyyat hi rahi apna nasib
mil gai ruhen to jismon ko juda rakkha gaya
bhar ke aaankhon mein sulagte KHwab us ki yaad ke
mujh ko sote mein bhi 'haidar' jagta rakkha gaya
(946) ÙÙÙ¹ ÙصÙÙ ÛÙئÛ
You can read Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya written by Haidar Qureshi at UrduPoint. Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya is one of the masterpieces written by Haidar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Qureshi' above.
Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.