ChhoTi ChhoTi BaDaiyan, Urdu Nazam By Farhat Qamar

ChhoTi ChhoTi BaDaiyan is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Farhat Qamar. ChhoTi ChhoTi BaDaiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read ChhoTi ChhoTi BaDaiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem
'; document.getElementById("div-gpt-ad-outstream-wrap").innerHTML = '
'; document.getElementById("div-gpt-ad-1x1-wrap").innerHTML = '
'; googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-outstream"); }); googletag.cmd.push(function() { googletag.display("div-gpt-ad-1x1"); });

چھوٹی چھوٹی بڑائیاں

فرحت قمر

قطرے قطرے سے بن گیا دریا ذرے ذرے سے ہو گیا صحرا

ابر نیساں بنا ہے بوندوں سے زندگی مجموعہ ہے لمحوں کا

بن گئی ہے کلی کلی ہی بہار

کوئی چھوٹی سی شے نہیں بیکار

اک ذرا کھل کے مسکرا دینا اک ذرا سر کہیں جھکا دینا

ہو چکے ہیں جو لاغر و مجبور بوجھ ان کا ذرا اٹھا دینا

بھٹکے راہی کو راہ بتلانا آس مایوسگاں کی بن جانا

جب مصیبت سروں پہ منڈلائے دوست ہمسائیگاں کا بن جانا

باتیں چھوٹی ہیں پھر بھی چھوٹی نہیں

ان ہی باتوں سے زندگی ہے حسیں

فرحت قمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChhoTi ChhoTi BaDaiyan

Farhat Qamar

qatre qatre se ban gaya dariya zarre zarre se ho gaya sahra
abr-e-naisan bana hai bundon se zindagi majmua hai lamhon ka
ban gai hai kali kali hi bahaar
koi chhoTi si shai nahin be-kar
ek zara khul ke muskura dena ek zara sar kahin jhuka dena
ho chuke hain jo laghar-o-majbur bojh un ka zara uTha dena
bhaTke rahi ko rah batlana aas mayusgan ki ban jaana
jab musibat saron pe manDlae dost ham-saigan ka ban jaana
baaten chhoTi hain phir bhi chhoTi nahin
in hi baaton se zindagi hai hasin

(847) ووٹ وصول ہوئے

You can read ChhoTi ChhoTi BaDaiyan written by Farhat Qamar at UrduPoint. ChhoTi ChhoTi BaDaiyan is one of the masterpieces written by Farhat Qamar. You can also find the complete poetry collection of Farhat Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhat Qamar' above.

ChhoTi ChhoTi BaDaiyan is a widely read Urdu Nazam. If you like ChhoTi ChhoTi BaDaiyan, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.